
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Kheench Kar Raat Ki Deewaar Pe Maare Hote
Kheench Kar Raat Ki Deewaar Pe Maare Hote
Mere Haathon Mein Agar Chaand Sitaare Hote
کھینچ کر رات کی دیوار پہ مارے ہوتے
میرے ہاتھوں میں اگر چاند ستارے ہوتے
Hum Ne Ek Dooje Ko Khud Haar Diya Dukh Hai Yahi
Kaash Hum Duniya Se Ladte Hue Haare Hote
ہم نے اک دوجے کو خود ہار دیا، دکھ ہے یہی
کاش ہم دنیا سے لڑتے ہوئے ہارے ہوتے
Ye Jo Aansu Hain Meri Palkon Pe Paani Jaise
Us Ki Aankhon Se Jo Ubharte To Sitaare Hote
یہ جو آنسو ہیں مری پلکوں پہ پانی جیسے
اس کی آنکھوں سے ابھرتے تو ستارے ہوتے
Yaar Kya Jang Thi Jo Haar Ke Tum Kahte Ho
Jeet Jaate To Khasaare Hi Khasaare Hote
یار! کیا جنگ تھی جو ہار کے تم کہتے ہو
جیت جاتے تو خسارے ہی خسارے ہوتے
Itni Hairat Tumhein Mujh Par Nahi Honi Thi
Agar Tum Ne Kuch Roz Meri Tarah Guzaare Hote
اتنی حیرت تمھیں مجھ پر نہیں ہونی تھی اگر
تم نے کچھ روز مری طرح گزارے ہوتے
Ye Jo Hum Log Hain Ahsaas Mein Jalte Hue Log
Hum Zameen-Zaad Na Hote To Sitaare Hote
یہ جو ہم لوگ ہیں احساس میں جلتے ہوئے لوگ
ہم زمیں زاد نہ ہوتے تو ستارے ہوتے
Tum Ko Inkaar Ki Khu Maar Gayi Hai
Har Bhanwar Se Na Ulajhte To Kinaare Hote
تم کو انکار کی خو مار گئی ہے واحد
ہر بھنور سے نہ الجھتے تو کنارے ہوتے Shab Basar Karni Hai Mehfooz Thikana Hai KoiSaare Rishte Tabah Kar Aaya – Jaun Elia GhazalMein Iss Liye Aangan Ka Shajar Kaat Raha ThaAap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe – Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO