
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Khat Ke Chote Se tarashe Main Nahi Ayein Ge
Khat ke chote se tarashe main nahi ayein geGham zeyada hain lifafe main nahi ayein ge خط کے چھوٹے سے تراشے میں ، نہیں آئیں گےغم زیادہ ھیں ، لفافے میں نہیں آئیں گے Hum na majnoon hain, na farhaad ke kuch lagte hainHum kisi dasht tamashe main nahi ayein ge ھم نہ مجنُوں ھیں ، نہ فرھاد کے کچھ لگتے ھیںھم کسی دَشت تماشے میں ، نہیں آئیں گے Us ki kuch khair khabar ho to batao yaaroHum kisi aur dilaase main nahin ayein ge اُس کی کچھ خیر خبر ھو تو ، بتاؤ یاروھم کسی اور دِلاسے میں ، نہیں آئیں گے Mukhtasar waqt main yeh baat nahi ho saktiDard itne hain khulaase main nahi ayein ge مختصر وقت میں ، یہ بات نہیں ھو سکتیدَرد اتنے ھیں خلاصے میں ، نہیں آئیں گے Jis tarah ap ne beemar se rukhsat li haiSaaf lagta hai janaaze main nahi ayein ge جس طرح آپ نے بیمار سے ، رُخصت لی ھےصاف لگتا ھے جنازے میں ، نہیں آئیں گے Aankhon Ka Rang, Baat Ka Lehja Badal Gaya – GhazalManzar Yeh Dil Nasheen Tou Nahi Dil Kharash Hai – Mohsin NaqviAb Aye Meray Ehsaas-e-Junoon, Kya Muje Dena – Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO