Table of Contents
Khamoshi Achi Nahi Inkaar Hona Chahiye
Zafar Iqbal Poetry
Khamoshi Achi Nahi Inkaar Hona Chahiye
Ye Tamasha Ab Sar e Bazar Hona Chahiye
خامشی اچھی نہیں انکار ہونا چاہئے
یہ تماشا اب سر بازار ہونا چاہئے Khuwab Ki Taqbeer Par Asrar Ha Jin Ko Abhi
Phele In Ko Khuwab Se Bidaar Hona Chahiye خواب کی تعبیر پر اصرار ہے جن کو ابھیپہلے ان کو خواب سے بیدار ہونا چاہئے
Toob Kar Marna Bhi Asloob Mohabat Ho To Ho
Wo Jo Dariya Hai Tu Os Ko Paar Hona Chahiye
ڈوب کر مرنا بھی اسلوب محبت ہو تو ہووہ جو دریا ہے تو اس کو پار ہونا چاہئےAb Wohi Karne Lagy Dedar Ki Baat
Wo Jo Kabhi Khety Thy Bass Didar Hona Chahiye اب وہی کرنے لگے دیدار سے آگے کی باتجو کبھی کہتے تھے بس دیدار ہونا چاہئےDosti Ke Naam Par Kijye Na Kyu Kar Dushmani
Kuch Na Kuch Akhir Tareeke Kaar Hona Chahiye دوستی کے نام پر کیجے نہ کیونکر دشمنیکچھ نہ کچھ آخر طریق کار ہونا چاہئےJhoot Bola Ha Tu Kaim Bhi Raho Is Par Zafar
Aadmi Ko Sahib e Kirdaar Hona Chahiye جھوٹ بولا ہے تو قائم بھی رہو اس پر ظفرؔآدمی کو صاحب کردار ہونا چاہئے Kheench Kar Raat Ki Deewaar Pe Maare Hote – Urdu PoetryGhar Jab Bana Liya Hai Tere Dar Par Kahe Baghair – GhalibShab Basar Karni Hai Mehfooz Thikana Hai KoiMein Iss Liye Aangan Ka Shajar Kaat Raha Tha
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO