![Khamosh Lab Hain Jhuki Hain Palkein - Urdu Poetry](https://urdunama.info/wp-content/uploads/2021/07/Untitled-63.jpg)
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Khamosh Lab Hain Jhuki Hain Palkein – Urdu Poetry
Khamosh lab hain jhuki hain palkein dilon me ulfat nayi nayi haiAbhi taqalluf hai guftgu me abhi mohabbat nayi nayi hai خموش لب ہیں جھکی ہیں پلکیں، دلوں میں اُلفت نئی نئی ہےابھی تکلف ہے گفتگو میں، ابھی محبت نئی نئی ہے Abhi na ayegi neend humko, abhi na tumko sukun milegaAbhi to dhadkega dil ziyada, abhi ye chahat nayi nayi hai ابھی نہ آئے گی نیند تمکو، ابھی نہ ہمکو سکوں ملے گاابھی تو دھڑکے گا دل زیادہ، ابھی یہ چاہت نئی نئی ہے Jo khandani raees hain wo, mijaz rakhte hain narm apnaTumhara lahja bata raha hai tumhari daulat nayi nayi hai جو خاندانی رئیس ہیں وہ مزاج رکھتے ہیں نرم اپناتمہارا لہجہ بتا رہا ہے تمہاری دولت نئی نئی ہے Bamon ki barsaat ho rahi hai, purane jabaanz so rahe hainGhulam duniya ko kar raha ke jiski taqaat nayi nayi hain بموں کی برسات ہو رہی ہے،پُرانے جانباز سو رہے ہیںغلام دُنیا کو کر رہاہے، وہ جسکی طاقت نئی نئی ہے Zara sa kudrat ne kya nawaza ke aa baithe pahli saf meAbhi se udne lage hawa me abhi to shohrat nayi nayi hain ذرا سا قدرت نے کیا نوازا، کہ آ کے بیٹھے ہو پہلی صف میںابھی سے اڑنے لگے ہوا میں، ابھی تو شہرت نئی نئی ہے Raat Aankhon Mein Dhali – Bashir Badr PoetryHaath Chute Bhi To Rishte Nahi Chorda Karte – LyricsMai Yeh Soch Kar Us ke Dar Se Utha Tha – LyricsAaja Meri Barbaad Mohabbat Ke Sahare – Noor Jahan Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO