Table of Contents
Kaun Kehta Hai Shararat Se Tumhein Dekhte Hain
Wasi Shah Poetry
Kaun kehta hai shararat se tumhen dekhte hain
Jaan-e-man hum to mohabbat se tumhein dekhte hain
کون کہتا ہے شرارت سے تمہیں دیکھتے ہیں
جان من ہم تو محبت سے تجھے دیکھتے ہیں
Tum ko maloom nahi tum ho muqaddas kitne
Dekhte hain to aqeedat se tumhein dekhte hain
Dekhte hain to aqeedat se tumhein dekhte hain
تم کو معلوم نہیں تم ہو مقدس کتنے
دیکھتے ہیں تو عقیدت سے دیکھتے ہیں
Dekh ke tum ko kisi or ki yaad aati hai
Hum kisi or hi nisbat se tumhein dekhte hain
دیکھ کے تم کو کسی اور کی یاد آتی ہے
ہم کسی اور ہی نسبت سے تمہیں دیکھتے ہیں
Sath ghairon ke nazar aao to jee karta hai
Kia kahen kesi aziyat se tumhein dekhte hain
ساتھ غیروں کے نظر آؤ تو جی کڑھتا ہے
کیا کہیں کیسی اذیت سے تمہیں دیکھتے ہیں
Jhonkni parti hai yeh jaan azaabon main
Kon kehta hai sahoolat se tumhein dekhte hain
جھونکنی پڑتی ہے یہ جان ہمیں عذابوں میں
کون کہتا ہے سہولت سے تمہیں دیکھتے ہیں
Jaane kia likhte ho kia sochte rehte ho Wasi
Raat ko jab bhi kabhi chat se tumhein dekhte hain
جانے کیا لکھتے ہیں کیا سوچتے رہتے ہو وصی
رات کو جب بھی تمہیں چھت پر کبھی دیکھتے ہیں
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO