Table of Contents
Kahin Aah Ban Ke Lab Pe Tera Naam Aa Na Jaaye
Habib Jalib Poetry
Kahin aah ban ke lab per tera naam aa na jayeTujhe bewafa kahoon mein, woh maqaam aa na jaye کہیں آہ بن کے لب پہ تیرا نام آ نہ جائےتجھے بے وفا کہوں میں وہ مقام آ نہ جائے Jisey sun ke toot jaye mera aarzu bhara dilTeri anjuman se mujh ko woh peyaam aa na jaye جسے سن کے ٹوٹ جائے مرا آرزو بھرا دلتیری انجمن سے مجھکو وہ پیام آ نہ جائے Woh jo manzilon per laa kar kisi hamsafar ko lootainUnhi rehzanon mein tera kahin naam aa na jaye وہ جو منزلوں پہ لاکر کسی ہم سفر کو لوٹیںانہیں رہزنوں میں تیرا کہیں نام آ نہ جائے Isi fikr mein hain ghalat yeh nizaam ke bandeyJo tamaam zindagi hai woh nizaam aa na jaye اسی فکر میں ہیں غلطاں یہ نظامِ زر کے بندےجو تمام زندگی ہے وہ نظام آ نہ جائے Dil Bhi Bujha Ho Shaam Ki Parchaiyaan Bhi Hun – Ahmad FarazBhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna – Mohsin NaqviGham-e-Dil Kisi Se Chhupana Parrega – Ghulam AliDil Lagaya Tha Dil Lagi Ke Liye – Attaullah Esakhalvi Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO