
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Kabhi Yun Bhi Tou Ho
Jagjit Singh Ghazal Lyrics
Kabhi Yun Bhi Tou Ho
Dariya Ka Sahil Ho
Poore Chand Ki Raat Ho
Aur Tum Aao
کبھی یوں بھی تو ہو
دریا کا ساحل ہوپورے چاند کی رات ہواور تم آؤ Kabhi Yun Bhi To Ho
Parion Ki Mehfil Ho
Koi Tumhari Baat Ho
Aur Tum Aao کبھی یوں بھی تو ہوپریوں کی محفل ہوکوئی تمہاری بات ہواور تم آؤ Kabhi yun bhi to ho
Ye naram mulaayam thandi havaayen
Jab ghar se tumhaare guzaren
Tumhaari khushboo churaayen
Mere ghar le aayen کبھی یوں بھی تو ہویہ نرم ملائم ٹھنڈی ہوائیںجب گھر سے تمہارے گزریںتمہاری خوشبو چرائیںمیرے گھر لے آئیں
Kabhi Yun Bhi To Ho
Sooni Har Manzil Ho
Koi Na Mere Sath Ho
Aur Tum Aao
کبھی یوں بھی تو ہوسونی ہر منزل ہوکوئی نہ میرے ساتھ ہواور تم آؤ Kabhi yun bhi to ho
Ye baadal aisaa toot ke barse
Mere dil ki tarah milne ko
Tumhaara dil bhi tarse
Tum niklo ghar se کبھی یوں بھی تو ہویہ بادل ایسا ٹوٹ کے برسےمیرے دل کی طرح ملنے کوتمہارا دل بھی ترسےتم نکلو گھر سے
Kabhi Yun Bhi To Ho
Tanhai Ho, Dil Ho
Bondain Hon, Barsaat Ho
Aur Tum Aao
کبھی یوں بھی تو ہوتنہائی ہو ،دل ہوبوندیں ہوں برسات ہواور تم آؤ Kabhi Yun Bhi To Hoکبھی تو یوں بھی ہو Gham Ki Baarish Ne Bhi Tere Naqsh Ko Dhoya NahiShab Basar Karni Hai Mehfooz Thikana Hai KoiMujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi KarniAap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe – Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO