Table of Contents
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai
Poetry Lyrics (Sahir Ludhianvi)
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai
K Zindagi Teri Zulfon Ki Narm Chaon Mein
Guzarne Pati To Shadab Ho Bhi Sakti Thi
Ye Tiragi Jo Mere Zist Ka Muqaddar Hai
Teri Nazar Ki Shuaon Mein Kho Bhi Sakti Thi
Ajab Na Tha Keh Main Begana-Ilm Hokar
Tere Jamal Ki Ranaion Mein Kho Rahta
عجب نہ تھا کہ میں بیگانۂ الم ہو کر
Inheen Haseen Fasanon Mein Moh Hoh Rahta
Pukarteen Mujhe Jab Talkhiyan Zamane Ki
Ter Labon Se Halawat Ke Ghoont Pe Leta
پکارتیں مجھے جب تلخیاں زمانے کی
Hayat Cheekhti Phirti Barahna Sara Dar Mein
Ghaneri Zulfon Ke Saaye Mein Chup Ke Jee Leta
حیات چیختی پھرتی برہنہ سر اور میں
Ke Tu Nahin Tera Gham Teri Justjoo Bhi Nahi
Ise Kisi Ke Sahare Ki Aarzoo Bhi Nahi
Guzar Raha Hoon Kuch Anjani Rahguzaron Se
Muhib Saaye Meri Simt Barhte Aate Hain
Hayat-O-Maut Ke Pur Haul Khar Zaron Se
مہیب سائے مری سمت بڑھتے آتے ہیں
Bhatak Rahi Hai Khalaon Mein Zindagi Meri
Inheen Khalaon Mein Rah Jaaonga Kabhi Kho Kar
Main Jaanta Hoon Meri Humnafas Magar Yunhi
انہی خلاؤں میں رہ جاؤں گا کبھی کھو کر
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO