
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Kaash Aaye Mujhe Jaan Se Guzarte Dekhe
Kaash aaye mujhe jaan se guzarte dekhe
us ki khwaahish thi kabhi mujkho bikharte dekhe
کاش آ ئے مجھے جاں سے گزرتے دیکھے
اس کی خواہش تھی، کبھی مجھ کو بکھرتے دیکھے
wo saleeqay se huwa mujh se gureyzan warna
log to saaf mohabbat se mukarte dekhe
وہ سلیقے سے ہوا مجھ سے گریزاں ورنہ
لوگ تو صاف محبت سے مُکرتے دیکھے
tum ney dekha hey nikalta huwa sooraj logo
tum ne kuch khwaab suhaanay nahi marte dekhe
تم نے دیکھا ہے نکلتا ہوا سورج لوگو۔۔
تم نے کچھ خواب سہانے نہیں مرتے دیکھے
waqt hota hey har ik zakhm ka marham shayed
phir bhi kuch zakhm thay aesey jo na bhartay dekhe
وقت ہوتا ہے ہر اک زخم کا مرہم فہمی
پھر بھی کچھ زخم تھے ایسے، جو نہ بھرتے دیکھے
aik sehmey huye sahil ki tarha aankhon ne
kitne charhtey huwey toofan utarte dekhe
ایک سہمے ہوئے ساحل کی طرح آنكھوں نے
کتنے چڑھتے ہوئے طوفان اُترتے دیکھے
Saare Rishte Tabah Kar Aaya – Jaun Elia Ghazal
Mujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi Karni
Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain – Lyrics
Aap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe – Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO