
Table of Contents
Kaam Sab Gair Zaruri Hain Jo Sab Karte Hain
Rahat Indori Poetry
Kaam Sab Gair Zaruri Hain Jo Sab Karte Hain
Aur Hum Kuch Nahi Karte Hain Gazab Karte Hain
کام سب غیر ضروری ہیں جو سب کرتے ہیں
اور ہم کچھ نہیں کرتے ہیں غضب کرتے ہیں Apki Nazro’n Mein Suraj Ki Hai Jitni Azmat
Hum Charagon Ka Bhi Utna Hi Adab Karte Hain آپ کی نظروں میں سورج کی ہے جتنی عظمتہم چراغوں کا بھی اتنا ہی ادب کرتے ہیں Hum Pe Hakim Ka Koi Hukum Nahi Chalta Hai
Hum Qalandar Hain Shrhanshah Laqab Karte Hain ہم پہ حاکم کا کوئی حکم نہیں چلتا ہےہم قلندر ہیں شہنشاہ لقب کرتے ہیں
Dekhiye Jis Ko Usay Dhun Hai Mashihai ki
Aj kal Shehar Ke Beemar Matab Karte Hain
دیکھیے جس کو اسے دھن ہے مسیحائی کی
آج کل شہر کے بیمار مطب کرتے ہیں Khud Ko Patther Sa Bana Rakha Hai Kuch Logo Ne
Bol Sakte Hain Magar Bat Hi Kab Kar Sakte Hain خود کو پتھر سا بنا رکھا ہے کچھ لوگوں نےبول سکتے ہیں مگر بات ہی کب کرتے ہیں Aik Aik Pal Ko Kitabo Ki Tarha Padhne Lage
Umar Bhar Jo Na Kiya Hamne woh Ab Karte Hain ایک اک پل کو کتابوں کی طرح پڑھنے لگےعمر بھر جو نہ کیا ہم نے وہ اب کرتے ہیں Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye – Rahat Indori PoetryKahin Akele Mein Mil Kar Jhinjhord Dunga Ussay – Rahat IndoriTu Nahi Tou Zindagi Mein Aur Kya Reh Jayega – Poetry LyricsBadban Khulne Se Pehle Ka Ishara Dekhna – Parveen Shakir Ghazal
Follow On Us Social Media:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm