Table of Contents
Itna Tou Dosti Ka Sila Dijiye Mujhe
Urdu Ghazal – UrduNama.Com
itna tou dosti ka sila dijiye mujheapna samajh ke zahr pila dijiye mujhe اتنا تو دوستی کا صلہ دیجئے مجھے
اپنا سمجھ کے زہر پلا دیجئے مجھے uthe na ta keh aap ki janib nazar koijitni bhi tohmatien hain laga dijiye mujhe اٹھے نہ تا کہ آپ کی جانب نظر کوئی
جتنی بھی تہمتیں ہیں لگا دیجئے مجھے kyun aap ki Khushi ko mera gham kare udasek talkh hadisa hun bhula dijiye mujhe کیوں آپ کی خوشی کو مرا غم کرے اداس
اک تلخ حادثہ ہوں بھلا دیجئے مجھے sidq-o-safa ne mujh ko kiya hai bahut Kharabmakr-o-riya zarur sikha dijiye mujhe صدق و صفا نے مجھ کو کیا ہے بہت خراب
مکر و ریا ضرور سکھا دیجئے مجھے main aap ke qarib hi hota hun har ghadimauqa kabhi pade to sada dijiye mujhe میں آپ کے قریب ہی ہوتا ہوں ہر گھڑی
موقع کبھی پڑے تو صدا دیجئے مجھے har chiz dastiyab hai bazar mein adamjhuti Khushi KHarid ke la dijiye mujhe ہر چیز دستیاب ہے بازار میں عدم
جھوٹی خوشی خرید کے لا دیجئے مجھے Read More: Raat Ke Khwaab Sunaein Kis Ko – Ibn e Insha PoetryAap Baithe Hain Balin Peh Meri Maut Ka Zoor Chalta Nahi HaiYe Dastan-e-Gham-e-Dil Kahan Kahi Jaye – Urdu Ghazal PoetryAy Dil Kisi Ki Yaad Mein Hota Hai Beqarar Kyun – Lyrics
FOLLOW US:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
● Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO