Table of Contents
Iss Tarah Nahi Karte Rabta To Rakhte Hain
Urdu Shayari
Iss Tarah Nahi Karte Rabta To Rakhte Hain
Thorha Milne Julne Ka Silsila To Rakhte Hain
اِس طرح نہیں کرتے، رابطہ تو رکھتے ہیں
تھوڑا مِلنے جُلنے کا ، سِلسلہ تو رکھتے ہیں Manzilain Buland Hon Tau Mushkilain To Hoti Hain
Mushkilon Se Larne Ka Hausla To Rakhte Hain منزلیں بُلند ہوں تو، مُشکلیں بھی آتی ہیںمُشکلوں سے لڑنے کا، حوصلہ تو رکھتے ہیں Jo Tumhare Apne Hon Tum Peh Jaan Daite Hon
Unka Haal Kaisa Hai Ye Pata To Rakhte Hain جو تُمہارے اپنے ہوں، تُم سے پیار کرتے ہوںاُن کا حال کیسا ہے ، کُچھ پتہ تو رکھتے ہیں Dosti K Rishte Ko Bhooltay Nahi Aisey
Rothey Doston Se Bhi Rabta To Rakhte Hain دوستی کے رِشتے کو ، توڑتے نہیں ایسےرُوٹھے دوستوں سے بھی، واسطہ تو رکھتے ہیں Chord Jane Waley Bhi Kabhi To Laut Aate Hain
Laut K Phir Aane Ka Raasta To Rakhte Hain چھوڑ جانے والے اکثر، لوٹ کر بھی آتے ہیںلوٹ کر وہ آنے کا ، راستہ تو رکھتے ہیں Ulti Ho Gain Sab Tadbiren Kuch Na Dawa Ne Kaam KiyaDekh Tou Dil Ke Jaan Se Uthta Hai – Mir Taqi Mir PoetryWaqt Ki Umar Kya Badi Hogi – Saghar Siddiqui Poetry Gham-E-Ashiqi Se Keh Do Rah-E-Aam Tak Na Pohunche
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO