
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Ishq Mein Ghairat-e-jazbaat Ne Rone Na Diya
Ishq Mein Ghairat-e-jazbaat Ne Rone Na DiyaWarna Kyaa Baat Thi Kis Baat Ne Rone Na Diya عشق میں غیرت جذبات نے رونے نہ دیاورنہ کیا بات تھی کس بات نے رونے نہ دیا Aap Kehte The Ke Rone Se Na Badlenge NaseebUmar Bhar Aapki Is Baat Ne Rone Na Diya آپ کہتے تھے کے رونے سے نہ بدلیں گے نصیبعمر بھر آپ کی اس بات نے رونے نہ دیا Tujhse Milkar Hamen Rona Thaa Bahut Rona ThaTang E Waqt-e-mulaakat Ne Rone Na Diya تجھ سے مل کر ہمیں رونا تھا بہت رونا تھاتنگیٔ وقت ملاقات نے رونے نہ دیا Rone Waalon Se Kaho Unka Bhee Rona RolenJinko Majboor E Haalaat Ne Rone Na Diya رونے والوں سے کہو ان کا بھی رونا رو لیںجن کو مجبورئ حالات نے رونے نہ دیا Pyar Bhare Do Sharmile Nain By Mehdi HassanTumharay Qaaflay Ka Har Ghari Manzar Badalta HaiKaash Aaye Mujhe Jaan Se Guzarte Dekhe – Urdu PoetryKhamoshi Achi Nahi Inkaar Hona Chahiye – Zafar Iqbal
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO