
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Irada Roz Karta Hoon Magar Kuch Kar Nahi Sakta
Urdu Poetry
Irada Roz Karta Hoon Magar Kuch Kar Nahi SaktaMain Paishawar Faraibi Hoon , Mohabbat Kar Nahi Sakta ارادہ روز کرتا ہوں ، مگر کچھ کر نہیں سکتامیں پیشہ ور فریبی ہوں ، محبت کر نہیں سکتا Bure Hon Ya Ke Ache Hon , Mujhe Is Se Nahi MatlabMujhe Matlab Say Matlab Hai , Main Tum Se Lar Nahi Sakta بُرے ہو یا کہ اچھے ہو ، مجھے اِس سے نہیں مطلبمجھے مطلب سے مطلب ہے ، میں تم سے لڑ نہیں سکتا Yahan Har Doosra Insaan Khuda Khud Ko Kehta HaiKhuda Bhi Wo Ke Jo Apni He Jholi Bhar Nahi Sakta یہاں ہر دوسرا انساں خُدا خود کو کہاتا ہےخُدا بھی وہ کہ جو اپنی ہی جھولی بھر نہیں سکتا Main Tum Se Saaf Kehta Hoon ! Mujhe Tum Say Nahi UlfatFaqat Lafzi Mohabbat Hai Main Tum Pe Mar Nahi Sakta میں تم سے صاف کہتا ہوں ! مجھے تم سے نہیں اُلفتفقط لفظی محبت ہے میں تم پہ مر نہیں سکتا Bhale Main Ne Nahi Chaha , Magar Tum Ne To Chaha HaiTumhari Yaad Ko Dil Se To Baahir Kar Nahi Sakta بھلے میں نے نہیں چاہا، مگر تم نے تو چاہا ہےتمہاری یاد کو دل سے تو باہر کر نہیں سکتا Najaane Aadmi Kyun Aadmi Se Khauf Khata HaiJo Apnay Rab Se Darta Ho Kisi Se Dar Nahi Sakta نجانے آدمی کیوں آدمی سے خوف کھاتا ہےجو اپنے رب سے ڈرتا ہو کسی سے ڈر نہیں سکتا Yahan Har Aik Chehray Par Alag Tehreer Likhi HayMeri Aankhon Main Aansoo Hain , Abhi Kuch Padh Nahi Sakta یہاں ہر ایک چہرے پر الگ تحریر لکھی ہےمری آنکھوں میں آنسو ہیں ابھی کچھ پڑھ نہیں Bhale Jhoota , Munafiq Hoon , Bht Dhokay Diya LekinMera Kuch Waqt Baki Hai , Zameen Mein Garh Nahi Sakta بھلے جھوٹا، منافق ہوں، بہت دھوکے دیے لیکنمرا کچھ وقت باقی ہے، زمیں میں گڑ نہیں سکتا Abhi Kuch Sher Rehte Hain Magar Likhne Nahi HargizKisi Ki Laaj Rakhni Hai , So Zahir Kar Nahi Sakta ابھی کچھ شعر رہتے ہیں مگر لکھنے نہیں ہر گزکسی کی لاج رکھنی ، سو ظاہر کر نہیں سکتا Gham-E-Ashiqi Se Keh Do Rah-E-Aam Tak Na PohuncheKar Longa Jama Daulat o Zar Uske Baad Kia – Urdu PoetryYe Zulf Agar Khul Ke Bikhar Jaye Tou Acha – Sahir LudianviAngrai Bhi Wo Lene Na Paye Utha Ke Hath – Urdu Ghazal
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO