Inspirational And Life Changing Urdu Quotes Collection
Life Changing Urdu Quotes
Best Urdu Quotes | Beautiful Collections Of Urdu Quotes | Amazing Urdu Quotes
Beautiful Islamic Quotes Collection in Urdu
Life Changing Urdu Quotes Collection | Beautiful Urdu Quotes
100+ Best Islamic Urdu Quotes | Islamic Quotes in Urdu
Log Jab Puchte hain keh aap kya kaam karte hain
asal mein woh hisab lagate hain keh apko kitni izzat deni hai
Burai dhoondne ka shoq hai tou
aeiney ka istimal kijiye doorbeen ka nahi
jo shakhs rokhi sookhi kha kar mutmaein rehta hai
woh sabse ziada dolatmand hai kiun keh
itmenan fitrat ki sab se bari dolat hai
zameer sabka jaagta hai
tab jab zulm khud pe ho
siane kehte hain
apni zindagi sirf mukhkis logon ke saamne kholiye
baaki sab tou bas jan;ne ke tajassus rakhte hain
zindagi ne buhat kuch sikhaya
kitabon ne bhi rehnamai ki
insani rawion ne jo sabaq diya na tou zindagi ke kisi ke wark
or na hi kitaab ke kisi safeh par tehreer tha
lehaz or ajnabi aurat ki izzat bari se bari degree bhi nahi
sikh asakti, agar sikh asakti hai tou
sirf ghr ki tarbiat
logon ke badle huye mizaj he tou hamain insaan banate hain
warna touhum samajh he na paein keh
zindagi kitni mushkil hai
girgat mahol dekh kar rang badalta hai
or insan moqa dekh kar
jis lehje mein baat karo
us lehje mein sun’na bhi seekho
kisi ki badtameezi se mat ghabrain
woh bas apna taruf karwate hain
samajhdari issi mein hai keh aap inhain
pehchan ke aage chal dain
jink aseedhe seedhe moun tord dena chahiye
inse bhi tameez se baat karna tarbiat kehlati hai
zindagi ko samajhna hai tou peeche dekho
or zindagi ko jeena hai tou aagay dekho
jo insan jitna khamosh rehta hai
woh apni izzat ko itna mehfooz rakhta hai
apne honton pe 2 cheezain rakhian
khamoshi or muskarahat
khamoshi masail se door rehne ke liye
muskarahat masail ke hal ke liya
rishton ko aisi khubi se nibhao jaise shehad ki makhi
phoolon se rass bhi le leti hai or
unka nuqsan bhi nahi hone deti.
jis tarah log murde ko kandha dena afzal samajhte hain,
ussi tarah agar zinda ke sahara dena afzal samjh lein
tou zindagi kitni asan hojaye
jhoote insan ki oonchi awaz sache insaan ko
khamosh kara deti hai lekin sache insan ki khamoshi
jhoote insan ki buinadain hila deti hai
aiena jab uthay akaro
pehle dekh akaro phir dikhaya karo
jisne nibhana hota hai wo hazar ghaltion par bhi maaf kar deta hai
or jisne nahi nibhani hoti
woh aikghalti kohi bahana banakr apko chord deta hai
log hamesha apnimarzi ke mutabik sochte hain
iss liye wazahatain dene ka koi faida nahi!
kabhi kabhi kisi cheez ki qadar or ehsas ke liye
zaroori hai keh kuch waqt uske baghair raha jaye
siane kehte hain itne ujle na bano
keh doosre maile nazar ayain
FOLLOW US:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
● Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO