
Ik Roz Koi To Sochey Ga Farzanon Ki Iss Basti Mein
Ik roz koi to soche gaFarzanon ki is basti mainIk shakhs tha pagal pagal saPar batein theek hi kehta thaBarish ki tarah pur-shor na thaDarya ki tarah chup rehta thaJin se usey pyar bala ka thaTaaney bhi unhi k sehta thaIk roz koi to soche ga ﺍﮎ ﺭﻭﺯ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺳﻮﭼﮯ ﮔﺎ
ﻓﺮﺯﺍﻧﻮﮞ ﮐﯽ ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﻣﯿﮟ
ﺍﮎ ﺷﺨﺺ ﺗﮭﺎ ﭘﺎﮔﻞ ﭘﺎﮔﻞ ﺳﺎ
ﭘﺮ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﭨﮭﯿﮏ ﮨﯽ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ
ﺑﺎﺭﺵ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﭘﺮ ﺷﻮﺭ ﻧﮧ ﺗﮭﺎ
ﺩﺭﯾﺎ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﭼﭗ ﺭﮨﺘﺎ ﺗﮭﺎ
ﺟﻦ ﺳﮯ ﺍﺳﮯ ﭘﯿﺎﺭ ﺑﻼ ﮐﺎ ﺗﮭﺎ
ﻃﻌﻨﮯ ﺑﮭﯽ ﺍﻧﮩﯿﮟ ﮐﮯ ﺳﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ
ﺍﮎ ﺷﺨﺺ ﺗﮭﺎ ﭘﺎﮔﻞ ﭘﺎﮔﻞ ﺳﺎ
ﭘﺮ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﭨﮭﯿﮏ ﮨﯽ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ
ﺍﮎ ﺭﻭﺯ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺳﻮﭼﮯ ﮔﺎ Dunya ne usay kuch bhi na diyaPar us ne jag ko pyar diyaJaan rote rote kho bethaDil hanste hanste haar diyaJo Nazm likhi bharpoor likhiJo sher diya Shahkar diyaKyoon jite ji Dar-gor huwaKis chah pe tan man har diyaTha dushman kon bechare kaKis ranj ne us ko maar diyaIk rooz koi to soche ga ﺩﻧﯿﺎ ﻧﮯ ﺍﺳﮯ ﮐﭽﮫ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﺩﯾﺎ
ﭘﺮ ﺍﺱ ﻧﮯ ﺟﮓ ﮐﻮ ﭘﯿﺎﺭ ﺩﯾﺎ
ﺟﺎﮞ ﺭﻭﺗﮯ ﺭﻭﺗﮯ ﮐﮭﻮ ﺑﯿﭩﮭﺎ
ﺩﻝ ﮨﻨﺘﮯ ﮨﻨﺴﺘﮯ ﮨﺎﺭ ﺩﯾﺎ
ﺟﻮ ﻧﻈﻢ ﻟﮑﮭﯽ ﺑﮭﺮﭘﻮﺭ ﻟﮑﮭﯽ
ﺟﻮ ﺷﻌﺮ ﺩﯾﺎ ﺷﮩﮑﺎﺭ ﺩﯾﺎ
ﮐﯿﻮﮞ ﺟﯿﺘﮯ ﺟﯽ ﺩﺭﮔﻮﺭ ﮨﻮﺍ
ﮐﺲ ﭼﺎﮦ ﭘﮧ ﺗﻦ ﻣﻦ ﻭﺍﺭ ﺩﯾﺎ
ﺗﮭﺎ ﺩﺷﻤﻦ ﮐﻮﻥ ﺑﭽﺎﺭﮮ ﮐﺎ
ﮐﺲ ﺭﻧﺞ ﻧﮯ ﺍﺱ ﮐﻮ ﻣﺎﺭ ﺩﯾﺎ
ﺍﮎ ﺭﻭﺯ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺳﻮﭼﮯ ﮔﺎ Ye Duniya Hai Yahaan Dil Ko Lagana Kis Ko Aata HaiJeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai – Urdu PoetryWoh Baat Baat Mein Itna Badalta Jata Hai – Noshi GilaniIss Kari Dhoop Mein Jalte Hoe Paon Ki Tarah – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO