
Table of Contents
Ijtihaad
Zarb-e-Kaleem – Allama Iqbal Poetry
Hind Mein Hikmat-e-Deen Koi Kahan Se Sikhe
Na Kahin Lazzat-e-Kirdar, Na Afkar-e-Aumeeq
ہند ميں حکمت ديں کوئي کہاں سے سيکھے
نہ کہيں لذت کردار، نہ افکار عميق
Halqa-e-Shouk Mein Woh Jurrat-e-Andesha Kahan
Aah Mehkoomi-o-Taqleed-o-Zawal-e-Tehqeeq
حلقہ شوق ميں وہ جرات انديشہ کہاں
آہ محکومي و تقليد و زوال تحقيق
Khud Badalte Nahin, Quran Ko Badal Dete Hain
Huwe Kis Darja Faqeehan-e-Haram Be-Toufeeq !
خود بدلتے نہيں، قرآں کو بدل ديتے ہيں
ہوئے کس درجہ فقيہان حرم بے توفيق
In Ghulamon Ka Ye Maslak Hai Ke Naqis Hai Kitab
Ke Sikhati Nahin Momin Ko Ghulami Ke Tareeq!
ان غلاموں کا يہ مسلک ہے کہ ناقص ہے کتاب
کہ سکھاتي نہيں مومن کو غلامي کے طريق
Musalman Ka Zawal – Allama Iqbal Poetry | Zarb-e-Kaleem
Sama Sakta Nahin Pehna’ay Fitrat Mein Mera Soda – Iqbal Poetry
Dhoond Raha Hai Farang Aysh-e-Jahan Ka Dawam – Allama Iqbal
Anokhi Waza Hai, Sare Zamane Se Nirale Hain – Allama Iqbal
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO