Table of Contents
Hum Unki Anjuman Ka Saman Ban Ke Rah Gaye
Shakeel Badayuni Poetry
hum unki anjuman ka saman ban ke rah gaye
sar-ta-qadam nigah o zaban ban ke rah gaye
ہم ان کی انجمن کا سماں بن کے رہ گئے
سر تا قدم نگاہ و زباں بن کے رہ گئے palte muqaddaraat kuchh is taur se ki hum
taswir-e-inqilab-e-jahan ban ke rah gaye پلٹے مقدرات کچھ اس طور سے کہ ہمتصویر انقلاب جہاں بن کے رہ گئے mazlum dil ki talkh-nawai to dekhna
naghme jo lab tak aae fughan ban ke rah gaye مظلوم دل کی تلخ نوائی تو دیکھنانغمے جو لب تک آئے فغاں بن کے رہ گئے ab hum hain aur haqiqat-e-alam hai shakil
lamhe khushi ke khwab-e-giran ban ke rah gaye اب ہم ہیں اور حقیقت آلام ہے اے شکیلؔلمحے خوشی کے خواب گراں بن کے رہ گئے Koi Itna Pyara Kaise Ho Sakta Hai – Love Poetry in UrduKhoon-e-Dil Se Kasht-e-Gham Ko Sainchta Rehta Hoon MeinTere Honton Ke Pholon Ki Chahat Main HumGhum Apni Mohabbat Mein Dono – Urdu Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO