
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Hum Ne Ki Hai Tauba Aur Dhumein Machati Hai Bahar
Mehdi Hassan Lyrics
hum ne ki hai tauba aur dhumein machati hai bahar
hae bas chalta nahin kya muft jati hai bahar
ہم نے کی ہے توبہ اور دھومیں مچاتی ہے بہار
ہائے بس چلتا نہیں کیا مفت جاتی ہے بہار lala-e-gul ne hamari khak par dala hai shor
kya qayamat hai muon ko bhi satati hai bahar لالۂ گل نے ہماری خاک پر ڈالا ہے شورکیا قیامت ہے موؤں کو بھی ستاتی ہے بہار shakh-e-gul hilti nahin ye bulbulon ko bagh mein
hath apne ke ishaare se bulati hai bahar شاخ گل ہلتی نہیں یہ بلبلوں کو باغ میںہاتھ اپنے کے اشارے سے بلاتی ہے بہار hum giraftaron ko ab kya kaam hai gulshan se lek
ji nikal jata hai jab sunte hain aati hai bahar ہم گرفتاروں کو اب کیا کام ہے گلشن سے لیکجی نکل جاتا ہے جب سنتے ہیں آتی ہے بہار nargis o gul ki khili jati hain kaliyan dekho sab
phir bhi unhi khwabida fitnon ko jagati hai bahar نرگس و گل کی کھلی جاتی ہیں کلیاں دیکھو سبپھر بھی انہی خوابیدہ فتنوں کو جگاتی ہے بہار Pyar Bhare Do Sharmile Nain By Mehdi HassanAda Hai Khawab Hai Taskeen Hai Tamasha – Urdu PoetryTumharay Qaaflay Ka Har Ghari Manzar Badalta HaiTere Liye Chale The Hum Tere Liye Thahar Gaye
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO