Hum Ne Be-Parda Tujhe Ae Mah-Jabeen Dekh Liya
Hum Ne Be-Parda Tujhe Ae Mah-Jabeen Dekh LiyaAb Na Kar Parda Keh O Parda-Nasheen Dekh Liya ھم نے بے پردہ ، تجھے اے مہ جبیں دیکھ لیا
اب نہ کر پردہ کہ ، او پردہ نشیں دیکھ لیا Hum Ne Dekha Tujhe Aankhon Ki Siah Putli MeinSaat Pardon Mein Tujhe Parda-Nasheen Dekh Liya ھم نے دیکھا تجھے ، آنکھوں کی سیاہ پُتلی میں
سات پردوں میں تجھے ، پردہ نشیں دیکھ لیا Hum Nazar Bazon Se Tu Chup Na Saka Jaan e JahanTu Jahan Ja Ke Chupa Hum Ne Wahein Dekh Liya ھم نظر بازوں سے ، تُو چھپ نہ سکا جانِ جہاں
تُو جہاں جا کے چُھپا ، ھم نے وھیں دیکھ لیا Tere Deedaar Ki Thi Hum Ko Tamanna So TujheLog Dekhen Gy Wahan Hum Ne Yahein Dekh Liya تیرے دیدار کی تھی ھم کو تمنا ، سو تجھے
لوگ دیکھیں گے وھاں ، ھم نے یہیں دیکھ لیا Main Is Se Pahle Ke Bikhrun Idhar Udhar Ho Jaaun – Urdu PoetryHum Bhi Shikasta Dil Hain, Pareshaan Tum Bhi Ho – Urdu PoetryAb Dekh Ke Jee Gabrata Hai Saawan Ki Suhani Raaton Ko – PoetryKya Kahun Us Se Ki Jo Baat Samajhta Hi Nahin – Fatima Hassan
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO