Hum Ko Maloom Hai Anjam Humara Murshad
Hum Ko Maloom Hai Anjam Humara MurshadIs Samandar Ka Nahi Koi Kinara Murshad ﮨﻢ ﮐﻮ ﻣﻌﻠﻮﻡ ﮨﮯ ﺍﻧﺠﺎﻡ ﮨﻤﺎﺭﺍ ﻣﺮﺷﺪ
ﺍﺱ ﺳﻤﻨﺪﺭ ﮐﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﻮﺉ ﮐﻨﺎﺭﮦ ﻣﺮﺷﺪ Hum Hi Aye Ishq Tere Paun Pary The Aa KarDosh Ab Is Me Nahi Koi Tumhara Murshad ﮨﻢ ﮨﯽ ﺍﮮ ﻋﺸﻖ ﺗﺮﮮ ﭘﺎﺅﮞ ﭘﮍﮮ ﺗﮭﮯ ﺁﮐﺮ
ﺩﻭﺵ ﺍﺏ ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﻮﺉ ﺗﻤﺎﺭﺍ ﻣﺮﺷﺪ Ab To Jo Kuch Hai Shab-E-Hijr Tere Hath Me HaiKhak Kar De Ya Bana De Mujhe Taara Murshad ﺍﺏ ﺗﻮ ﺟﻮ ﮐﭽﮫ ﮨﮯ،ﺷﺐ ﮨﺠﺮ ﺗﺮﮮ ﮨﺎﺗﮫ ﻣﯿﮟ ﮨﮯ
ﺧﺎﮎ ﮐﺮ ﺩﮮ،ﯾﺎ ﺑﻨﺎ ﺩﮮ ﻣﺠﮭﮯ ﺗﺎﺭﺍ ﻣﺮﺷﺪ Mein Agar Dasht Nahi Dasht Numa Ban JaunIs Se Kam Par Nahi Hona Guzara Murshad ﻣﯿﮟ ﺁﮔﺮ ﺩﺷﺖ ﻧﮩﯿﮟ ﺩﺷﺖ_ﻧﻤﺎ ﺑﻦ ﺟﺎﺅﮞ
ﺍﺱ ﺳﮯ ﮐﻢ ﭘﺮ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﻧﺎ ﮨﮯ ﮔﺰﺍﺭﺍ ﻣﺮﺷﺪ Dasht Ki Khaak Urany Pe Hua Hun MamoorKoi Tambeeh Mujhe, Koi Ishara Murshad ﺩﺷﺖ ﮐﯽ ﺧﺎﮎ ﺍﮌﺍﻧﮯ ﭘﮧ ﮨﻮﺍ ﮨﻮﮞ ﻣﻌﻤﻮﺭ
ﮐﻮﺉ ﺗﻨﺒﮧ ﻣﺠﮭﮯ،ﮐﻮﺉ ﺍﺷﺎﺭﮦ ﻣﺮﺷﺪ Yehi Kafi Hai Tera Hijr Nazar Ata HaiIs Ki Tadfeen Nahi Hum Ko Ganwara Murshad ﯾﮩﯽ ﮐﺎﻓﯽ ﮨﮯ ﺗﺮﺍ ﮨﺠﺮ ﻧﻈﺮ ﺁﺗﺎ ﮨﮯ
ﺍﺱ ﮐﯽ ﺗﺪﻓﯿﻦ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻢ ﮐﻮ ﮔﻮﺍﺭﺍ ﻣﺮﺷﺪ Aj Samjha Hun Mohabbat Ki Kahani Aj Samjha Hun Kise Kehte Hain Khasara Murshad ﺁﺝ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﮨﻮﮞ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﯽ ﮐﮩﺎﻧﯽ ﺍﺷﻔﺎﻕ
ﺁﺝ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﮐﺴﮯ ﮐﮩﺘﺎ ﺗﮭﺎ ﺧﺴﺎﺭﮦ ﻣﺮﺷﺪ Woh Jo Ajate The Aankhon Mein Sitare Le Kar – Ahmed FarazJeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai – Urdu PoetryKisi Ke Hijr Mein Yun Toot Kar Roya Nahi Karte – Urdu PoetryMizaaj Hum Se Ziada Juda Na Tha Us Ka – Ahmad Faraz
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO