
Table of Contents
Hui Hai Shaam Tou Aankhon Mein Bas Gaya
Ahmad Faraz Best Poetry
Hui Hai Shaam Tou aankhon mein Bas Gaya Phir tukahan gaya hai mere shahar ke musaafir tu ہوئی ہےشام توآنکھوں میںبس گیاپھرتوکہاں گیا ہے مرے شہر کے مسافر تو Meri Misaal Ke Ik NaKhl-e-Khushk-e-Saharaa HoonTeraa Khayaal Ke ShaaKh-e-Chaman Kaa Taair tu مری مثال کہ اک نخلِ خشک صحرا ہوںترا خیال کہ شاخ ِ چمن کا طائر تو Main Jaantaa Hoon Ke Duniyaa Tujhe Badal DegiMain Maanataa Huun Ke aisaa Nahii.n Bazaahir tu میں جانتا ہوں کہ دنیا تجھے بدل دےگیمیں مانتا ہوں کہ ایسا نہیں ہے ہرگز تو Hansi Khushi Se bichar Jaa agar Bicharna haiYe Har Maqaam Pe Kyaa Sochtaa Hai aakhir tu ہنسی خوشی سے بچھڑ جا اگر بچھڑنا ہےیہ ہر مقام پہ کیا سوچتا ہے آخر تو ‘Faraz’ Tune Use Mushkilon Mein Daal DiyaZamaanaa Saahib-e-Zar aur Sirf Shaayar tu فرازؔ تو نے اسے مشکلوں میں ڈال دیازمانہ صاحبِ زر اور صرف شاعر تو Hui Jis Sabab Ham Se Tum Se Judai – Bahadur Shah ZafarKabhi Ban Sanwar Kay Jo Aa Gaye – Bahadur Shah Zafar PoetryGhazal – Bohat Farsooda Lagte Hain Mujhe Ab Yaar Ke Qisse
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO