Table of Contents
Hisab Tark e Taluq Tamam Mein Ne Kia
Sad Urdu Ghazal
hisab tark e taluq tamam mein ne kya
shuru is ne kya, ikhtatam mein ne kya
حسابِ ترکِ تعلق تمام میں نے کیاشروع اس نے کیا، اختتام میں نے کیا mujhe bhi tark e mohabbat pay Haratain hi rahen
jo kaam mera nahi tha woh kaam mein ne kya مجھے بھی ترکِ محبت پہ حیرتیں ہی رہیںجو کام میرا نہیں تھا وہ کام میں نے کیا
bohat dinon marey chehray pe kirchiyaan si rahen
shikastِ zaat ko aaina faam mein ne kya
بہت دنوں مرے چہرے پہ کرچیاں سی رہیںشکستِ ذات کو آئینہ فام میں نے کیا
bohat dinon mein maray ghar ki khamoshi tooti
khud apne aap se ik din kalaam mein ney kya
بہت دنوں میں مرے گھر کی خاموشی ٹوٹیخود اپنے آپ سے اک دن کلام میں نے کیا Uss aik hijar ney milwa diya visal se bhi
ke to gaya tou mohabbat ko aam mein ney kya اس ایک ہجر نے ملوا دیا وصال سے بھیکہ تو گیا تو محبت کو عام میں نے کیا mizaaj gham ney beher e toor mashghelay dhoonday
ke dil dikha to koi kaam vam mein ney kya مزاجِ غم نے بہرطور مشغلے ڈھونڈےکہ دل دکھا تو کوئی کام وام میں نے کیا
chali jo sale rawan par woh kaghazi kashti
to is safar ko mohabbat ke naam mein ne kya
چلی جو سیلِ رواں پر وہ کاغذی کشتیتو اس سفر کو محبت کے نام میں نے کیا
woh aftaab jo dil mein dehak raha tha saud
usay sprdِ shafaq aaj shaam mein ne kya
وہ آفتاب جو دل میں دہک رہا تھا سعودؔاسے سپردِ شفق آج شام میں نے کیا Woh Humsafar Tha Magar Us Say Hum Nawaayi Na Thi – Full GhazalDil Hijr Ke Dard Se Bojhal Hai – Ibn e Insha Ghazal | Urdu PoetryKuch Kehne Ka Waqt Nahi Yeh | Ibn e Insha Poetry | Urdu Shayari SUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!