Table of Contents
Hindi Maktab
Allama Iqbal Poetry – Zarb-e-Kaleem
Iqbal! Yahan Naam Na Le Ilm-e-Khudi Ka
Mozoon Nahin Maktab Ke Liye Aese Maqalat
اقبال! يہاں نام نہ لے علم خودي کا
موزوں نہيں مکتب کے ليے ايسے مقالات
Behtar Hai Ke Bechare Mamulon Ki Nazar Se
Poshida Rahain Baaz Ke Ahwal-o-Maqamat
بہتر ہے کہ بيچارے ممولوں کي نظر سے
پوشيدہ رہيں باز کے احوال و مقامات
Azad Ki Ek Aan Ha Mehkoom Ka Ek Saal
Kis Darja Garan Sair Hain Mehkoom Ke Auqat!
آزاد کي اک آن ہے محکوم کا اک سال
کس درجہ گراں سير ہيں محکوم کے اوقات
Azad Ka Har Lehza Payam-e-Abadiat
Mehkoom Ka Har Kehza Nayi Marg-e-Mafajat
آزاد کا ہر لحظہ پيام ابديت
محکوم کا ہر لحظہ نئي مرگ مفاجات
Azad Ka Andesha Haqiqat Se Munawar
Mehkoom Ka Andesha Giraftar-e-Khurafat
آزاد کا انديشہ حقيقت سے منور
محکوم کا انديشہ گرفتار خرافات
Mehkoom Ko Peeron Ki Karamat Ka Soda
Hai Banda-e-Azad Khud Ek Zinda Karamat
محکوم کو پيروں کي کرامات کا سودا
ہے بندہ آزاد خود اک زندہ کرامات
Mehkoom Ke Haq Mein Hai Yehi Tarbiat Achi
Mausiqi-o-Sooratgari-o-Ilm-e-Nabatat!
محکوم کے حق ميں ہے يہي تربيت اچھي
موسيقي و صورت گري و علم نباتات
Har Lehza Hai Momin Ki Nayi Shan, Nayi Aan – Mard-e-Musalman
Khirad Ne Mujh Ko Atta Ki Nazar Hakeemana – Allama Iqbal
Sama Sakta Nahin Pehna’ay Fitrat Mein Mera Soda – Iqbal Poetry
Dhoond Raha Hai Farang Aysh-e-Jahan Ka Dawam – Allama Iqbal
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO