
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Hijr Mein Khoon Rulate Ho
Heart Touching Sad Poetry
Hijr Mein Khoon Rulate Ho, Kahan Hote HoLaut Kar Kiun Nahi Aate Ho, Kahan Hote Ho ہجر میں خون رلاتے ہو کہاں ہوتے ہو لوٹ کر کیوں نہیں آتے ہو کہاں ہوتے ہو Jab Bhi Milta Hai Koi Shakhs Baharon JesaMujh Ko Tum Kese Bhool Jate Ho, Kahan Hote Ho جب بھی ملتا ہے کوءی شخص بہاروں جیسامجھ کو تم کیسے بھلاتے ہو کہاں ہوتے ہو Yaad Aati Hein Akele Mein Tumhari NeendeinKis Tarha Khud Ko Sulate Ho, Kahan Hote Ho یاد آتی ہیں اکیلے میں تمھاری نیندیںکس طرح خود کو سلاتے ہو کہاں ہوتے ہو Mujh Se Bichre Ho To Mehboob-E-Nazar Ho Kis KeAaj Kal Kis Ko Manate Ho, Kahan Hote Ho مجھ سے بچھڑے ہو تو محبوب نظر ہو کس کے آج کل کس کو مناتے ہوکہاں ہوتے ہو Shab Ki Tanhai Mein Aksar Ye Khayal Aata HaiApne Dukh Kis Ko Sunate Ho, Kahan Hote Ho شب کی تنہائی میں اکثر یہ خیال آتا ہےاپنے دکھ کس کو سناتے ہو کہاں ہوتے ہو Sard Raton Mein Tumhein Kese Bhula Sakta HoonAag Si Dil Mein Lagate Ho, Kahan Hote Ho موسمِ گل میں نشہء ہجر بڑھ جاتا ہےمیرے سب ہوش اڑاتے ہو کہاں ہوتے ہو Tum To Khushiyon Ki Rafaqat Ke Liye Bichre TheyAb Agar Ashk Bahate Ho, Kahan Hote Ho موسمِ گل میں نشہء ہجر بڑھ جاتا ہےمیرے سب ہوش اڑاتے ہو کہاں ہوتے ہو Sheher Ke Log Bhi Shahzil Yehi Kerte Hein SawalAb Bohat Kam Nazar Aate Ho, Kahan Hote Ho موسمِ گل میں نشہء ہجر بڑھ جاتا ہےمیرے سب ہوش اڑاتے ہو کہاں ہوتے ہو Raat Aankhon Mein Dhali – Bashir Badr PoetryChithi Na Koi Sandesh – Jagjit Singh LyricsKoi Mausam Ho Dil Mein Hai Tumhari Yaad Ka MausamMujhe Bas Itna Kehna Hai – Urdu Heart Touching Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO