Table of Contents
Hasrat-e-Deed Mein Guzraan Hain Zamaanay Kab Se
Faiz Ahmad Faiz Poetry
Hasrat-e-Deed Mein Guzraan Hain Zamaanay Kab Se
Dasht-e-Umeed Mei Gardaan Hain Dewaanay Kab Se
Dair Se Ankh Mei Utara Nahi Askhoo Ka Azaab
Apne Zimmay Hai Tera Qarz Najanay Kab Se
Kis Tarah Paak Ho Be-Arzoo Lamho Ka Azaab
Dard Aia Nahi Darbaar Sjanay Kab Se
Sar Karo Saaz Ke Charrei Koi Dil Soz Ghazal
Dhoondata Hai Dil-E-Shoreeda Bahaanay Kab Se
Pur Karo Jaam Ke Shaid Ho Isi Lahza Rawaa
Rok Rakha Hai Jo Ik Teer Qazaa Ne Kab Se
Faiz Phir Kab Kisi Maqtal Mei Karai Ge Abad
Lab Pe Weeraa Hai Shaheedo Ke Fasaanay Kab Se
حسرتِ دید میں گزراں ہیں زمانے کب سے
دشتِ اُمّید میں گرداں ہیں دِوانے کب سے
دیر سے آنکھ پہ اُترا نہیں اشکوں کا عذاب
اپنے ذمّے ہے ترا قرض، نہ جانے کب سے
کس طرح پاک ہو بے آرزو لمحوں کا حساب
درد آیا نہیں دربار سجانے کب سے
سر کرو ساز کہ چھیڑیں کوئی دل سوز غزل
ڈھونڈتا ہے دلِ شوریدہ بہانے، کب سے
پُر کرو جام کہ شاید ہو اِسی لحظہ رواں
روک رکھّا ہے جو اِک تیر قضا نے کب سے
فیضؔ پھر کب کسی مقتل کو کریں گے آباد
لب پہ ویراں ہیں شہیدوں کے فسانے کب سے
Kisi Ki Aankh Se Sapne Chura Kar Kuch Nahi Milta – Wasi Shah
Woh Jo Ajate The Aankhon Mein Sitare Le Kar – Ahmed Faraz
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO