
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Harf e Ranjish Pe Koi Baat Bhi Ho Sakti Ha
Harf e Ranjish Pe Koi Baat Bhi Ho Sakti Hai
Ain Mumkin Hai Mulaqaat Bhi Ho Sakti Hai
حرفِ رنجش پہ کوئی بات بھی ہو سکتی ہے
عین مُمکن ہے، مُلاقات بھی ہو سکتی ہے Zindagi Phool Hai,Khushboo Hai,Magr Yaad Rahay
Zindagi Gardish-E-Halaat Bhi Ho Sakti Hai زندگی پُھول ہے، خوشبو ہے، مگر یاد رہےزندگی، گردشِ حالات بھی ہو سکتی ہے Hum Ne Ye Soch K Rakha Tha Qadam Gulshan Mein
Lala-O-Gull Mein Teri Zaat Bhi Ho Sakti Hai ہم نے یہ سوچ کے رکھّا ہے قدم گُلشن میںلالہ و گُل میں تِری ذات بھی ہوسکتی ہے
Chaal Chaltay Huye Shatranj Ki Baazi Ke Usool
Bhool Jao Gay To Phir Maat Bhi Ho Sakti Hai
چال چلتے ہُوئے، شطرنج کی بازی کے اُصولبُھول جاؤ گے، تو پھر مات بھی ہوسکتی ہے Aik Tou Chat K Bina Ghar Hai Tumhara Mohsin
Us Pe Ye Khof K Barsaat Bhi Ho Sakti Hai ایک تو چھت کے بِنا گھر ہے ہمارا مُحسؔناُس پہ یہ خوف ، کہ برسات بھی ہو سکتی ہے Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke – Jagjit Singh LyricsApni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain – LyricsMein Iss Liye Aangan Ka Shajar Kaat Raha ThaShor Karon Ga Aur Na Kuch Bhi Bolon Ga – By Tehzeeb Hafi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO