Hamd / Naat Lyrics Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Paya Nahi Karte – Lyrics urdunama September 15, 2021 Table of Contents ToggleHaqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Paya Nahi Karteحامد لکھنوی Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Paya Nahi Karte Haqeeqat mein woh lutfe zindagi paya nahi kartejo yaad e Mustafa ﷺ se dil ko garmaya nehi karte حقیقت میں وہ لطف زندگی پایا نہیں کرتےجو نام مصطفیٰ ﷺ سے دل کو بہلایا نہیں کرتے Zaban parr shikwae ranj o alam laya nehi karteNabi ﷺ ke naam lewa gham se gabraya nehi karte زباں پر شکوہ رنج و الم لایا نہیں کرتےنبیﷺ کے نام لیوا غم سے گھبرایا نہیں کرتے yeh he darbaar Aqa ﷺ ka yahaaN milta he bemangeare nadaN yahaan daman ko phelya nehi karte یہ دربار محمد ﷺ ہے یہاں اپنوں کا کیا کہنایہاں سے ہاتھ خالی غیر بھی جایا نہیں کرتےYeh darbaar e Mohammad ﷺ he Yahaan apno ka kya kehnaYahaan se hath khali gher bhi jaya nehi karte یہ دربار محمدﷺ ہے یہاں ملتا ہے بے مانگےارے نادان یہاں دامن کو پھیلایا نہیں کرتےAre o na samaj qurbaan hoja onke roze perryeh lamhe zindagi me baar baar aya nehi karte ارے او نا سمجھ قربان ہو جا ان کے روضے پریہ لمحے زندگی میں بار بار آیا نہیں کرتے Mohammad Mustafa ﷺ ki shaan e rehmet to zarah dekho,sittam sehte to hain lekin sittam daya nehi karte محمد مصطفیٰ ﷺ کے باغ کے سب پھول ایسے ہیںجو بے پانی کے تر رہتے ہیں مرجھایا نہیں کرتے Mohammad Mustafa ﷺ ke baagh keh sabh phool aise hain,Yeh bepaani ke tarr rehte hain murjaya nehi karte محمد مصطفیٰ ﷺ کے باغ کے سب پھول ایسے ہیںجو بے پانی کے تر رہتے ہیں مرجھایا نہیں کرتے Nadamat sath le karr hashr me ae asio janasonna he sharm walo ko woh sharmaya nehi karte ندامت ساتھ لیکر حشر میں اے عاصیو جاناسنا ہے شرم والوں کو وہ شرمایا نہیں کرتے Aggar ho jazba e sadiq to aksar humne dekha hewoh khud tashreef le ate hain tarpaya nehi karte اگر ہو جذبہِ صادق تو اکثر ہم نے دیکھا ہےوہ خود تشریف لے آتے ہیں تڑپایا نہیں کرتے Jo inke damaan e rehmet se wabasta hain ae HamidKissi ke samne woh hath phelaya nehi karte جو اُنکے دامنِ رحمت سے وابستہ ہیں اے حامدکسی کے سامنے وہ ہاتھ کو پھیلایا نہیں کرتے Haqeeqat me woh lutfe zindagi paya nehi kartejo yaad e Mustafa ﷺ se dil ko garmaya nehi karte حقیقت میں وہ لطف زندگی پایا نہیں کرتےجو نام مصطفیٰ ﷺ سے دل کو بہلایا نہیں کرتے حامد لکھنوی Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma – Naat Lyrics in UrduNaatein Sarkar Ki Parhta Hoon Mein – Naat Lyrics Follow Us:Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6ePinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAmYoutube: Https://Bit.Ly/35blMZO Continue Reading Previous: Darpaish Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga – LyricsNext: Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa – Naat Lyrics | Urdunama.com Related Stories Hamd / Naat Lyrics Jab Masjid Nabvi Ke Minaar Nazar Aaye – Lyrics urdunama September 17, 2021 Hamd / Naat Lyrics Tere Qadmon Mein Aana Mera Kaam Tha – Lyrics urdunama September 17, 2021 Hamd / Naat Lyrics Mujh Mein Unki Sana Ka Saleeqa Kahaan – Naat Lyrics urdunama September 17, 2021