
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Hamari Sanson Mein Aaj Tak Wo Hina Ki Khushbu
Noor Jahan Lyrics
Hamari sanson mein aaj tak woh heena ki khushboo mehek rahi hai
Labon pe naghme machal rahe hain nazar se masti jhalak rahi hai
ہماری سانسوں میں آج تک وہ حنا کی خوشبو مہک رہی ہے
لبوں پہ نغمے مچل رہے ہیں نظر سے مستی چھلک رہی ہے
Woh mere nazdeek aate-aate haya se ek din simat gaye the
Mere khayalon mein aaj tak woh badan ki daali lachak rahi hai
وہ میرے نزدیک آتے آتے حیا سے اک دن سِمٹ گئے تھے
میرے خیالوں میں آج تک وہ بدن کی ڈالی لَچک رہی ہے
Sada jo dil se nikal rahi hai woh sheron-nagmon mein dhal rahi hai
Ke dil ke aangan mein jaise koi gazal ki jhanjhan jhanak rahi hai
صَدا جو دل سے نِکل رہی ہے وہ شعر و نغموں میں ڈھل رہی ہے
کہ دل کے آنگن میں جیسے کوئی غزل کی جھانجر چَھنک رہی ہے
Tadap mere beqarar dil ki kabhi to unpe asar karegi
Kabhi to woh bhi jalenge usme jo aag dil mein dehek rahi hai
تڑپ میرے بے قرار دل کی کبھی تو اُن پہ اثر کرے گی
کبھی تو وہ بھی جلیں گے اس میں جو آگ دل میں دِہک رہی ہے Ada Hai Khawab Hai Taskeen Hai Tamasha – Urdu PoetryHum Hi Mein Thi Na Koi Baat Yaad Na Tum Ko Aa SakePyar Ka Pehla khat Likhne Mein Waqt Tou Lagta Hai – Jagjit SinghYe Daulat Bhi Lelo Ye Shohrat Bhi Lelo – Jagjit Singh Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO