
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Gulaab Aankhen Sharab Aankhen
Love Poetry in Urdu
Gulaab Aankhen Sharab AankhenYehi To Hain Lajawab Aankhen گلاب آنکھیں، شراب آنکھیں
یہی تو ہیں، لاجواب آنکھیں Inhi Men Ulfat Inhi Men NafratSawaab Aankhen Azaab Aankhen اِنہیں میں اُلفت، اِنہی میں نفرت
ثواب آنکھیں، عذاب آنکھیں Kbhi Nazar Men Bala Ki ShokhiKabhi Sarapa Hijaab Aankhen کبھی نظر میں بلا کی شوخی
کبھی سراپا حجاب آنکھیں Kabhi Chupati Hen Raaz Dil KeKabhi Hen Dil Ki Kitaab Aankhen کبھی چُھپاتی ہیں راز دل کے
کبھی ہیں دل کی کتاب آنکھیں Kisi Ne Dekhi To Jheel JesiKisi Ne Payeen Saraab Aankhen کسی نے دیکھی تو جھیل جیسی
کسی نے پائیں سراب آنکھیں Wo Aaye To Log Mujh Se BoleHuzoor Aankhen, Janab Aankhen وہ آئے تو لوگ مجھ سے بولے
حضور آنکھیں جناب آنکھیں Ajeeb Tha Guftugu Ka AalamSawal Koi Jawab Aankhen عجیب تھا، گفتگو کا عالم
سوال کوئی، جواب آنکھیں Ye Mast Mast Be-Misaal AankhenNashe Se Her Dam Nidhal Aankhen یہ مست مست بے مثال آنکھیں
مصوری کا کمال آنکھیں Uthen To Hosh-o-Hawas CheneinGiren To Ker Den Kamaal Aankhen ﺍﭨﮭﯿﮟ ﺗﻮ ﮨﻮﺵ ﻭ ﺣﻮﺍﺱ ﭼﮭﯿﻨﯿﮟﮔﺮﯾﮟ ﺗﻮ ﮐﺮ ﺩﯾﮟ ﮐﻤﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ Koi Hai In K Karam Ka TalibKisi Ka Shok-e-Wisal Aankhen ﮐﻮﺋﯽ ﮨﮯ ﺍﻧﮑﮯ ﮐﺮﺍﮦ ﮐﺎ ﻃﺎﻟﺐﮐﺴﯽ ﮐﺎ ﺷﻮﻕ ﻭﺻﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ Na Yun Jalayen Na Yun SatayenKarein To Kch Ye Khayal Aankhen ﻧﮧ ﯾﻮﮞ ﺟﻠﯿﮟ ﻧﮧ ﯾﻮﮞ ﺳﺘﺎﺋﯿﮟﮐﺮﯾﮟ ﺗﻮ ﮐﭽﮫ ﯾﮧ ﺧﯿﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ Hain Jeeney Ka Ik Bahana YaroYe Rooh Parwar Jamal Aankhen ﮨﯿﮟ ﺟﯿﻨﮯ ﮐﺎ ﺍﮎ ﺑﮩﺎﻧﮧ ﯾﺎﺭﻭﯾﮧ ﺭﻭﺡ ﭘﺮﻭﺭ ﺟﻤﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ Daraaz Palken Wisaal AankhenMusawwari Ka Kamal Aankhen ﺩﺭّﺍﺯ ﭘﻠﮑﯿﮟ ﻭﺻﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟﻣﺼﻮﺭﯼ ﮐﺎ ﮐﻤﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ Sharab RAB Ne Haram Kr DiMagar Kyub Rakhi Ye Halal Aankhen شراب رب نے حرم کردی
مگرکیوں رکھیں حلال آنکھیں Hazaron In Se Qatal Huye HeinKHUDA Ke Bandey Sambhal Aankhen ہزاروں ان پہ قتل ہوئے ہیںخدا کے بندے، سنبھال آنکھیں Badnaam Mere Pyar Ka Afsana Hua Hai – LyricsTumhe Usse Mohabbat Hai To – Love/Romantic PoetryKhamosh Lab Hain Jhuki Hain Palkein – Urdu PoetryUjad De Mere Dil ki Dunya – Heart Touching Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO