Mohsin Naqvi Ghazal – Jab Hijr Ke Shehar Mein Dhup Utri – Mohsin Naqvi urdunama August 28, 2021 Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha. Ghazal, Sad Ghazal, Heart Touching Poetry Table of Contents ToggleJab Hijr Ke Shehar Mein Dhup UtriMohsin Naqvi Poetry Jab Hijr Ke Shehar Mein Dhup UtriMohsin Naqvi Poetry Jab hijr Ke shehar mein dhoop utri, mein jaag para to khuwab howaMeri soch khizan ki shakh hoi, tera chehra aur gulab howa جب ہجر کے شہر میں دھوپ اتری میں جاگ پڑا تو خواب ہوامری سوچ خزاں کی شاخ بنی ترا چہرہ اور گلاب ہوا Barfeli rut ki taiz hawa, Q jheel mein kankar phaink gayiIn Aankh ki neend haram hoi, kisi chand ka aks kharab howa برفیلی رت کی تیز ہوا کیوں جھیل میں کنکر پھینک گئیاک آنکھ کی نیند حرام ہوئی اک چاند کا عکس خراب ہوا Tere hijr mein zehan pighalta hy, tere Qurb mein Aakhein jalti heinTera khona aik Qayamat tha, tujhe pana aur azab howa ترے ہجر میں ذہن پگھلتا تھا ترے قرب میں آنکھیں جلتی ہیںتجھے کھونا ایک قیامت تھا ترا ملنا اور عذاب ہوا Bhare shehar mein aik hi chehra tha, jise aj B galli’an dhundti heinKisi subh us ki dhoop khili, kisi raat wohi mahtab howa بھرے شہر میں ایک ہی چہرہ تھا جسے آج بھی گلیاں ڈھونڈتی ہیںکسی صبح اسی کی دھوپ کھلی کسی رات وہی مہتاب ہوا Bari umar Ke baad in Aankhon mein, koi abar utra teri yadon kaMere dil ki zameen abad hoi, mere gham ka nagar shadab howa بڑی عمر کے بعد ان آنکھوں میں کوئی ابر اترا تری یادوں کامرے دل کی زمیں آباد ہوئی مرے غم کا نگر شاداب ہوا Kabi wasal mein Mohsin dil tuta, kabi hijr ki rut ne laaj rakhiKisi jisam mein Aankhein kho baithay, koi chehra Khuli Kitaab howa کبھی وصل میں محسنؔ دل ٹوٹا کبھی ہجر کی رت نے لاج رکھیکسی جسم میں آنکھیں کھو بیٹھے کوئی چہرہ کھلی کتاب ہوا Kya Kya Hamare Khwab Thy Jane Kahan Yeh Kho Gaye – PoetryUsi Ke Pyar Ko Dil Se Nikal Rakkha Hai – By Mubarak AnsariSharafat Soz Tasveeron Ki Uryani Nahi Jati – Urdu Poetry FOLLOW US:Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6ePinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAmYoutube: Https://Bit.Ly/35blMZO Continue Reading Previous: Chamakte Chaand Ko Toota Hua Tara Bana Dala – Ghulam Ali LyricsNext: Kahan Aa Ke Rukne The Raste – Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics Related Stories Mohsin Naqvi Usko Fursat Hi Nahi Waqt Nikale Mohsin – Mohsin Naqvi urdunama December 23, 2021 Mohsin Naqvi Kyun Teri Dard Ko Dain Tohmat-e-Virani – Urdu Poetry urdunama December 22, 2021 Mohsin Naqvi Junoon Main Shauq Ki Gehraiyon Se Darta Raha – Mohsin Naqvi urdunama December 2, 2021