Table of Contents
Ghamzada Nahi Hota Ke Ishara Nahi Hota
Poet: Akbar AllahAbadi
Nahi Hota Ke Ishara Nahi HotaAnkh Un Se Jo Milti Hai To Kya Kya Nahi Hota غمزہ نہیں ہوتا کہ اشارا نہیں ہوتاآنکھ ان سے جو ملتی ہے تو کیا کیا نہیں ہوتا Jalwa Na Ho Ma,Nee Ka To Soorat Ka Asar KyaBulbul Gul – E- Tasweer Ka Shaida Nahi Hota جلوہ نہ ہو معنی کا تو صورت کا اثر کیابلبل گل تصویر کا شیدا نہیں ہوتا Allah Bachay Marz-E-Ishq Se Mujh KoSuntay Hain Ke Yeh Aarza Acha Nahi Hotaاللہ بچائے مرض عشق سے دل کوسنتے ہیں کہ یہ عارضہ اچھا نہیں ہوتا Tash Beh Tere Chehre Ko Kya Doon Gul E Tar SeHota Hai Shugufta, Magar Itna Nahi Hota تشبیہ ترے چہرے کو کیا دوں گل تر سےہوتا ہے شگفتہ مگر اتنا نہیں ہوتا Hum Aah Bhi Kartay Hain To Ho Jatay Hain BadnamWho Qatal Bhi Kartay Hain To Charcha Nahi Hota ہم آہ بھی کرتے ہیں تو ہو جاتے ہیں بدناموہ قتل بھی کرتے ہیں تو چرچا نہیں ہوتا Ab Tak Shikayatein Hain Dil-e-Bad Naseeb Se – Shakeel BadayuniThi Jis Ki Justuju Wo Haqeeqat Nahi Mili – Munir NiaziUdaas Logon Se Pyar Karna Koi To Seekhe – Urdu PoetryNaye Kapre Badal Kar Jaon Kahan – Lyrics – Nasir Kazmi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO