Table of Contents
Gham Ki Baarish Ne Bhi Tere Naqsh Ko Dhoya Nahi
Munir Niazi Poetry
Gham ki baarish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahiTu ne mujhe ko kho diya maine tujhe khoya nahi غم کی بارش نے بھی تیرے نقش کو دھویا نہیںتو نے مجھ کو کھو دیا میں نے تجھے کھویا نہیں Neend ka halka gulaabi sa khumaar aankhon main tha,Yun laga jaise woh shab ko dair tak soya nahi نیند کا ہلکا گلابی سا خمار آنکھوں میں تھایوں لگا جیسے وہ شب کو دیر تک سویا نہیں Har taraf deewaar-o-dar aur un main aankhon ke hujoom,Keh sake jo dil ki haalat woh lab-e-goyaa nahi ہر طرف دیوار و در اور ان میں آنکھوں کے ہجومکہہ سکے جو دل کی حالت وہ لب گویا نہیں Jurm aadam ne kiya aur nasl-e-aadam ko saza,Kaat’taa hoon zindagi bhar main ne jo boyaa nahiجرم آدم نے کیا اور نسل آدم کو سزاکاٹتا ہوں زندگی بھر میں نے جو بویا نہیں Jaanta hoon ek aise shakss ko main bhi Munir,Gham se pathar ho geya lekin kabhi roya nahi جانتا ہوں ایک ایسے شخص کو میں بھی منیرؔغم سے پتھر ہو گیا لیکن کبھی رویا نہیں منیر نیازی Khamoshi Achi Nahi Inkaar Hona Chahiye – Zafar IqbalShab Basar Karni Hai Mehfooz Thikana Hai KoiMujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi KarniBada Viran Mausam Hai Kabhi Milne Chale Aao
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO