Table of Contents
Diyar-E-Noor Main Tera Shabo Ka Sathi Ho
Iftikhar Arif Poetry
diyar-e-noor mein tera shabon ka sathi ho
koi to ho jo meri wahshaton ka sathi ho
ﺩﯾﺎﺭ ﻧﻮﺭ ﻣﯿﮟ ﺗﯿﺮﮦ ﺷﺒﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﺎﺗﮭﯽ ﮨﻮ
ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﮨﻮ ﺟﻮ ﻣﺮﯼ ﻭﺣﺸﺘﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﺎﺗﮭﯽ ﮨﻮ main us se jhooth bhi bolun to mujh se sach bole
mere mizaj k sab mosamon ka sathi hoﻣﯿﮟ ﺍﺱ ﺳﮯ ﺟﮭﻮﭦ ﺑﮭﯽ ﺑﻮﻟﻮﮞ ﺗﻮ ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﺳﭻ ﺑﻮﻟﮯﻣﺮﮮ ﻣﺰﺍﺝ ﮐﮯ ﺳﺐ ﻣﻮﺳﻤﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﺎﺗﮭﯽ ﮨﻮ
wo mere naam ki nisbat se motabar thehre
gali gali meri ruswaiyon ka sathi ho
ﻭﮦ ﻣﺮﮮ ﻧﺎﻡ ﮐﯽ ﻧﺴﺒﺖ ﺳﮯ ﻣﻌﺘﺒﺮ ﭨﮭﮩﺮﮮ
ﮔﻠﯽ ﮔﻠﯽ ﻣﯿﺮﯼ ﺭﺳﻮﺍﺋﯿﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﺎﺗﮭﯽ ﮨﻮ main us ke hath na aon wo mera ho ke rahe
main gir parun to meri pastiyon ka sathi ho ﻣﯿﮟ ﺍﺱ ﮐﮯ ﮨﺎﺗﮫ ﻧﮧ ﺍٓﺅﮞ ﻭﮦ ﻣﯿﺮﺍ ﮨﻮ ﮐﮯ ﺭﮨﮯﻣﯿﮟ ﮔﺮ ﭘﮍﻭﮞ ﺗﻮ ﻣﯿﺮﯼ ﭘﺴﺘﯿﻮﮞ ﮐﺎ ﺳﺎﺗﮭﯽ ﮨﻮ wo khwab dekhe to dekhe mere hawale se
mere khayalon k sab manzaron ka sathi ho ﻭﮦ ﺧﻮﺍﺏ ﺩﯾﮑﮭﮯ ﺗﻮ ﺩﯾﮑﮭﮯ ﻣﺮﮮ ﺣﻮﺍﻟﮯ ﺳﮯﻣﺮﮮ ﺧﯿﺎﻝ ﮐﮯ ﺳﺐ ﻣﻨﻈﺮﻭﮞ ﮐﺎ ﺳﺎﺗﮭﯽ ﮨﻮ Bandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahRahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Dua Rakhna – PoetryKalam Karti Nahi Bolti Bhi Jati Hai – Sad Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO