Table of Contents
Diyar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar
(Bal-e-Jibril) Javed Ke Naam
(London Mein Uss Ke Hath Ka Likha Huwa Pehla Khat Ane Par)
Diyar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar
Naya Zamana, Naye Subah-o-Sham Paida Kar
دیار عشق میں اپنا مقام پیدا کر
نیا زمانہ نئے صبح و شام پیدا کر
Khuda Agar Dil-e-Fitrat Shanas De Tujh Ko
Sakoot-e-Lala-o-Gul Se Kalaam Paida Kar
خدا اگر دل فطرت شناس دے تجھ کو
سکوت لالہ و گل سے کلام پیدا کر
Utha Na Sheesha Garan-e-Farang Ke Ehsan
Sifal-e-Hind Se Meena-o-Jaam Paida Kar
اٹھا نہ شیشہ گران فرنگ کے احساں
سفال ہند سے مینا و جام پیدا کر
Main Shakh-e-Taak Hun, Meri Ghazal Hai Mera Samar
Mere Samar Se Mai-e-Lala Faam Paida Kar
میں شاخ تاک ہوں میری غزل ہے میرا ثمر
مرے ثمر سے مے لالہ فام پیدا کر
Mera Tareeq Ameeri Nahin, Faqeeri Hai
Khudi Na Baich, Ghareebi Mein Naam Paida Kar!
مرا طریق امیری نہیں فقیری ہے
خودی نہ بیچ غریبی میں نام پیدا کر Zahir Ki Ankh Se Na Tamasha Kare Koi – Allama IqbalMusalman Ke Lahoo Mein Hai, Saliqa Dil Nawazi Ka – Allama IqbalLa Phir Ek Baar Wohi Bada-o-Jaam Ae Saqi – Allama Iqbal PoetryKhudi Woh Behar Hai Jis Ka Koi Kinara Nahin – Allama Iqbal
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO