Table of Contents
Dil Pe Jab Dard Ki Uftad Padi Hoti Hai
Ahmad Rahi Poetry
dil pe jab dard ki uftad padi hoti hai
dosto wo tou qayamat ki ghadi hoti hai
دل پہ جب درد کی افتاد پڑی ہوتی ہے
دوستو! وہ تو قیامت کی گھڑی ہوتی ہے jis taraf jaein jahan jaen bhari duniya mein
rasta roke teri yaad khadi hoti hai جس طرف جائیں ، جہاں جائیں بھری دنیا میںراستہ روکے تری یاد کھڑی ہوتی ہے jis ne mar mar ke guzari ho ye us se pucho
hijr ki raat bhala kitni kadi hoti hai جس نے مَر مَر کے گزاری ہو ، یہ اس سے پوچھوہجر کی رات بھلا کتنی کڑی ہوتی ہے hanste honton se bhi jhadte hain fasane gham ke
khushk aankhon mein bhi sawan ki jhadi hoti hai ہنستے ہونٹوں سے بھی جھڑتے ہیں فسانے غم کےخشک آنکھوں میں بھی ساون کی جھڑی ہوتی ہے jab koi shakhs kahin zikr-e-wafa karta hai
dil ko ay dosto taklif badi hoti hai جب کوئی شخص ، کہیں ذکرِ وفا کرتا ہےدل کو اے دوستو! تکلیف بڑی ہوتی ہے is tarah baithe hain wo aaj meri mahfil mein
jis tarah shishe mein taswir jadi hoti hai اس طرح بیٹھے ہیں وہ آج مری محفل میںجس طرح شیشے میں تصویر جڑی ہوتی ہے Ye Ruke Ruke Se Aansu Ye Dabi Dabi Si AaheinMein Zindagi Ka Sath Nibhata Chala Gaya – Urdu Sad PoetryMere Hum Nafas Mere Hum Nava – Urdu Poetry By Shakil BadayuniMeri Aankhon Mein Tere Pyar Ka Aansu Aaye – Bashir Badr
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO