Table of Contents
Dil Lagi Thi Usy Hum Se Mohabbat Kab Thi
Urdu Poetry Collection
Dil Lagi Thi Usy Hum Se Mohabbat Kab Thi
Mehfil-e-Gair Se Sitamgar Ko Fursat Kab Thi
دل لگی تھی اسے ہم سے محبت کب تھی محفل غیر سے ستم گر کو فرصت کب تھی
Hum Thy Mohabbat Mein Lut Jane Ke Qaayil
Hamari Khatir Kisi Ko Chornay Ki Us Mein Himmat Kab Thi
ہم تھے محبت میں لٹ جانے کے قائل ہماری خاطر کسی کو چھوڑنے کی اس میں ہمت کب تھی
Wo Tu Waqt Guzarnay Ke Liye Karta Tha Pyar Ki Baatain
Warna Meri Khatir Us Ke Dil Mein Chahat Kab Thi
وہ تو وقت گزرنے کے لیے کرتا تھا پیار کی باتیں ورنہ میری خاطر اس کے دل میں چاہت کب تھی
Bohut Roka Phir Bhi Nikal Aaye Kambakht Aansu
Warna Bazm-e-Yaar Mein Ansu Bahanay Ki Ijazat Kab Thi
بہت روکا پھر بھی نکل آئے کمبخت آنْسُو ورنہ بزم یار میں آنسو بہانے کی اِجازَت کب تھی Jab Pyar Nahi Hai Tou Bhula Kyun Nahi Dete – By Hasrat JaipuriKuch Tou Hawa Bhi Sard Thi – Parveen Shakir PoetryHum Tujhse Koi Baat Bhi Karne Ke Nahi Thay – Urdu PoetrySuna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dekhte Hain – Ahmad Faraz PoetrySUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!