
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha. Ghazal, Sad Ghazal, Heart Touching Poetry
Table of Contents
Dil Ki Baat Kahi Nahin Jaati
Mir Taqi Mir Poetry
Dil Ki Baat Kahi Nahin Jaati, Chup Ke Rahna Thana Hai
Haal Agar Hai Aisa Hi To Ji Se Jaana Jaana Hai
دل کی بات کہی نہیں جاتی چپکے رہنا ٹھانا ہے
حال اگر ہے ایسا ہی تو جی سے جانا، جانا ہے
Surkh Kabhu Hai Aansu Hoke Zard Kabhu Hai Munh Mera
Kya Kya Rang Mohabbat Ke Hain, Ye Bhi Ek Zamana Hai
سرخ کبھو آنسو ہیں ہوتے زرد کبھو ہے منھ میرا
کیا کیا رنگ محبت کے ہیں یہ بھی ایک زمانہ ہے Fursat Hai Yaan Kam Rahne Ki, Baat Nahi Kuch Kahne Ki
Aankhain Khol Ke Kaan Jo Khole Bazm-E-Jahaan Afsana Hai فرصت کم ہے یاں رہنے کی بات نہیں کچھ کہنے کیآنکھیں کھول کے کان جو کھولو بزمِ جہاں افسانہ ہے Tegh Tale Hi Us Ke Kyun Na Gardan Daal Ke Ja Baithe
Sar To Aakhirkaar Hamain Bhi Haath Ki Or Jhukana Hai تیغ تلے ہی اس کے کیوں نہ گردن ڈال کے جا بیٹھیںسر تو آخرکار ہمیں بھی خاک کی اور جھکانا ہے
Aankhon Ka Rang, Baat Ka Lehja Badal Gaya – Ghazal
Bandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi Shah
Khushbu Jaise Log Mile Afsane Mein – Urdu Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO