Table of Contents
Dil Jo Hai Aag Laga Doon Us Ko – Jaun Elia
Urdu Poetry Collection
dil jo hai aag laga dun us ko
aur phir khud hi hawa doon us ko
دل جو ہے آگ لگا دوں اس کواور پھر خود ہی ہوا دوں اس کو jo bhi hai us ko ganwa baitha hai
main bhala kaise ganwa doon us ko جو بھی ہے اس کو گنوا بیٹھا ہےمیں بھلا کیسے گنوا دوں اس کو tujh guman par jo imarat ki thi
sochta hun ki main dha doon us ko تجھ گماں پر جو عمارت کی تھیسوچتا ہوں کہ میں ڈھا دوں اس کو jism mein aag laga dun us ke
aur phir khud hi bujha doon us ko جسم میں آگ لگا دوں اس کےاور پھر خود ہی بجھا دوں اس کو
hijr ki nazr to deni hai use
sochta hun ki bhula doon us ko
ہجر کی نظر تو دینی ہے اسےسوچتا ہوں کہ بھُلا دوں اس کو jo nahin hai mere dil ki dunya
kyun na main ‘jaun’ mita doon us ko جو نہیں ہے مرے دل کی دنیاکیوں نہ میں جونؔ مِٹا دوں اس کو Ab Wo Ghar Ek Virana Tha Bas Virana Zinda Tha – Jaun Elia PoetryHar Dhadkan Haijaani Thi Har Khamoshi Tufaani Thi – Jaun EliaAik Muddat Hui Tumko Dekha Nahi – NFAK LYRICSSUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!