Table of Contents
Dhuwan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
Urdu Shayari
Dhuwan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
Main Jal Raha Tha Kisine Bujha Diya Mujhko
دھواں بنا کے فضا میں اڑا دیا مجھ کومیں جل رہا تھا کسی نے بجھا دیا مجھ کو
Taraqiyon Ka Fasana Suna Diya Mujhko
Abhi Hansa Bhi Tha Aur Rula Diya Mujhko
ترقیوں کا فسانہ سنا دیا مجھ کوابھی ہنسا بھی نہ تھا اور رلا دیا مجھ کو Main Ek Zara Bulandi Ko Chhune Nikla Tha
Hawa Ne Thaam Ke Zameen Par Gira Diya Mujhko میں ایک ذرہ بلندی کو چھونے نکلا تھاہوا نے تھم کے زمیں پر گرا دیا مجھ کو Safed Sang Ki Chadar Lapet Kar Mujhpar
Faseel-E-Sheher Pe Kisne Saja Diya Mujhko سفید سنگ کی چادر لپیٹ کر مجھ پرفصیل شہر پہ کس نے سجا دیا مجھ کو
Khara Hoon Aaj Bhi Roti Ke Chaar Harf Liye
Sawal Ye Hai Kitabnon Ne Kya Diya Mujhko
کھڑا ہوں آج بھی روٹی کے چار حرف لیےسوال یہ ہے کتابوں نے کیا دیا مجھ کو Na Jaane Kaunsa Jazba Tha Jisne Khud HiMeri Hi Zaat Ka Dushman Bana Diya Mujhko نہ جانے کون سا جذبہ تھا جس نے خود ہی نظیرؔمری ہی ذات کا دشمن بنا دیا مجھ کو نظیر باقری Sunte Hain Keh Mil Jaati Hai Har Cheez Dua Se – Urdu PoetryBadban Khulne Se Pehle Ka Ishara Dekhna – Parveen Shakir GhazalAb Woh Toofan Hai Na Shor Hawaon Jaisa – Mohisn Naqvi PoetrySUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!