
Dasht-e-Wafa Main Pyaas Ka Aalam Ajeeb Tha
Dasht-e-Wafa Main Pyaas Ka Aalam Ajeeb ThaDekha To Aik Dard Ka Dariya Qareeb Tha Guzray Jidhar Jidhar Se Tamanna Ke QaaflayHer Her Qadam Pe Aik Nishaan-e-Saleeb Tha Kuch Aisi Meherbaan To Na Thi Hum Pe ZindagiKiun Her Koi Jahaan Main Humara Raqeeb Tha Apna Pata To Us Ne Dia Tha Mujhe MohsinMain Khud Hi Kho Gai To Ye Mera Naseeb Tha دشتِ وفا میں پیاس کا عالم عجیب تھادیکھا تو ایک درد کا دریا قریب تھا گزرے جدھر جدھر سے تمنا کے قافلےہر ہر قدم پر اِک نشانِ سلیب تھا کچھ ایسی مہربان تو نہ تھی زندگی ھم پہکیوں ہر کوئی جہاں میں ہمارا رقیب تھا اپنا پتہ تو اُس نے دیا تھا مجھے محسنمیں خود ہئ کھو گیا تو یہ میرا نصیب تھا Ghar Se Nikal Kar Apne Tere Aastan Tak – Urdu Ghazal PoetryIshq Main Laajawaab Hain Ham Log – Jigar Moradabadi Dushman e Jaan Ko Maat Kar Lejiye | Urdu PoetryAchhi Aankhon Ke Pujari Hain Mere Shehar Ke Log
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO