Table of Contents
Chashm-E-Saqi Ne Ye Kiya Khel Racha Rakha Hai
Poet: Syed Ghulam Akbar Safir
Chashm-E-Saqi Ne Ye Kiya Khel Racha Rakha Hai,
Koi Zahid Koi Mekhawar Bana Rakha Hai,
Jo Phansa Phir Na Kabhi Us Ne Rehai Mangi,
Teri Zulfon Ne Ajab Jaal Becha Rakha Hai,
Husan Ho Ishq Ho Dono Ka Asar Yaksaan Hai,
Cheez Ek Hai Magar Naam Juda Rakha Hai,
Rukh Pe Lehrati Hain Kabhi Shanon Se Ulajh Parti HainToo Ne Zulfon Ko Bahut Sar Pe Chara Rakha Ha
Teri Makhmoor Negahon Se Hai Ronaq Sari,
Warna Saqi Tere Mekhaney Mein Kiya Rakha Hai.
چشم ساقی نے یہ کیا کھیل رچا رکھا ہے
کوئی زاہد تو کوئی مہ خار بنا رکھا ہے
جو بھنسا پھر نہ کبھی اس نے رہائی مانگی
تیری زلفوں نے عجب جال بچھا رکھا ہے
حسن ہو عشق ہو دونوں کا اثر یکساں ہے
چیز ہے ایک مگر نام جدا رکھا ہے
رخ پہ لہراتی ہیں کبھی شانوں سے اُلجھ پڑتی ہیں
تونے زلفوں کو بہت سر پہ چڑھا رکھا ہے
تیری مخمور نگاہوں سے ہے رونق ساری
ورنہ ساقی تیرے مہ خانے میں رکھا کیا ہے
Aisa Hai K Sab Khwab Musalsal Nahin Hote – Ahmad Faraz Poetry
Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi – Poetry
Lo Apna Jahan Ay Duniya Walo Hum Is Duniya Ko Chor Chaly
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO