
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Chand Se Chehre Ka Sadqa Bhi Utara Kijiye
Love/Romantic Poetry
Chand Se Chehre Ka Sadqa Bhi Utara Kijiye
Mashwara Hai Ye Meri Jan Gawara Kijiye
چاند سے چہرے کا صدقہ بھی اتارا کیجیے
مشورہ ہے میری جان! گوارا کیجیے
Roshni Din Ki Andheron Me Simat Jati Hai
Ghar Ke Aangan Mein Na Youn Zulfain Sanwara Kijiye
روشنی دن کے اندھیروں میں سمٹ جاتی ہے
گھر کے آنگن میں نہ یوں بال سنوارا کیجے
Hum To Jaan Hatheli Pe Liye Phirte Hain
Bas Kisi Roz Humain Halka Sa Ishara Kijiye
ہم تو یہ جان ہتھیلی پہ لئے پھرتے ہیں
بس کسی دن ہمیں ہلکا سا اشارہ کیجے
Aap To Mehal Nasheen Naram Mulaim Se Hain
Jhonpri Hai Ye Ghareebon Ki Guzara Kijiye
آپ تو محل نشیں نرم ملائم سے ہیں
جھونپڑی ہے یہ غریبوں کی گزارا کیجئے
Hum To Rahon Mein Liye Phirte Hain Kaasa-E-Dil
Haal Kaisa Hai Mera Kisi Roz Nazara Kijye
ہم تو راہوں میں لئے پھرتے ہیں کاسہ دل
حال کیسا ہے کسی روز نظارہ کیجئے Khud Waqt Mere Sath Chala Wo Bhi Thak Gaya – Mohsin NaqviJo Thake Thake Se They Hosle – Mehdi Hassan LyricsWohi Bewaja Si Udasiyan Kabhi Wehshatin Tere Shehar MeinKhabar Kya Thi Na Milne Ke Naye Asbaab Kar Dega – Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO