Table of Contents
Chalo Woh Ishq Nahi Chahne Ki Aadat Hai
Ahmad Faraz Poetry
Chalo Woh Ishq Nahi Chahne Ki Aadat Hai
Par Kiya Kareen Hume Ek Dosre Ki Aadat hai
Tu Apni Sheesha Gari ka Na Kar Hunar Zaya
Main Aayena Hoon Mujhe Tootne Ki Adat Hai
Main Kiya Kahoon K Mujhe Sabar Kiyo Nahi Aata
Main Kiya Karoon K Tujhe Dekhne Ki Aadat Hai
Tere Naseeb Main Aye Dil e Sada Ki Mehroomi
Na Woh Sawali Na Tujhe Mangne Ki Aadat Hai
Wisal Main Bhi Wohi Firaaq Ka Aalam
K Usko Neend Mujhe Rat Jage Ki Aadat Hai
Yeh Mushkalin Hun To Pher Kayse Raste Tay Hoon
Main Na Saboor Use Sochne Ki Aadat Hai
Yeh Khud Aziyati Kab Tak Faraz
Tu Bhi Use Na Kar Yaad Jise Bholne Ki Aadat Hai
چلو وہ عشق نہیں چاہنے کی عادت ہےپہ کیا کریں ہمیں ڈوبنے کی عادت ہےتو اپنی شیشہ گری کا ہنر نہ کر ضائعمیں آئینہ ہوںمجھے ٹوٹنے کی عادت ہےمیں کیا کہوں کہ مجھے صبر کیوں نہیں آتامیں کیا کروں کہ تجھے دیکھنے کی عادت ہےتیرے نصیب میں اے دل ! سدا کی محرومینہ وہ سخی، نہ تجھے مانگنے کی عادت ہےوصال میں بھی وہی ہے فراق کا عالمکہ اسکو نیند مجھے رت جگے کی عادت ہےیہ مشکلیں تو پھر کیسے راستے طے ہوںمیں ناصبور اسے سوچنے کی عادت ہےیہ خود اذیتی کب تک فراز تو بھی اسےنہ یاد کر کہ جسے بھولنے کی عادت ہے Sheher Sunsaan Hai Kidhar Jaaen – Nasir Kazmi PoetryChashm-E-Saqi Ne Ye Kiya Khel Racha Rakha Hai – ShayariIshq Mein Barbad Hone K Siva Rakha Na Tha – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO