Table of Contents
Chaand Maddham Hai Aasmaan Chup Hai
Sahir Ludhianvi Poetry
Chaand Maddham Hai Aasmaan Chup Hai
Neend Ki Goad Mein Jahan Chup Hai
چاند مدھم ہے آسماں چپ ہے
نیند کی گود میں جہاں چپ ہے
Door Wadi Mein Doodhiya Baadal
Jhuk Ke Parbat ko Pyar Karte Hai
Jhuk Ke Parbat ko Pyar Karte Hai
دور وادی میں دودھیا بادل
جھک کے پربت کو پیار کرتے ہیں
Dil Mein Nakam Hasarate Laikar
Ham Taira Intezaar Karte Hai
Ham Taira Intezaar Karte Hai
دل میں ناکام حسرتیں لے کر
ہم ترا انتظار کرتے ہیں
In Bahaaro Ke Saayai Mein Aa Jaa
Phir Mohabbat Jawan Rahe Na Rahe
Phir Mohabbat Jawan Rahe Na Rahe
ان بہاروں کے سائے میں آ جا
پھر محبت جواں رہے نہ رہے
Roz Ki Tarah Aaj Bhi Taare
Subah Ki Gard Mein Na Kho Jaaye
Subah Ki Gard Mein Na Kho Jaaye
روز کی طرح آج بھی تارے
صبح کی گرد میں نہ کھو جائیں
Aa Taire Gham Mein Jaagti Aankhein
Kam Se Kam Ek Raat So Jaaye
آ ترے غم میں جاگتی آنکھیں
کم سے کم ایک رات سو جائیں
Chaand Maddham Hai Aasmaa Chup Hai
Neend Ki Goad Mein Jahan Chup Hai
چاند مدھم ہے آسماں چپ ہے
نیند کی گود میں جہاں چپ ہے
Abr Barsa Na Hawa Taiz Chali Hai Ab Kay – Mohsin Naqvi
Hamein to Ab Bhi woh Guzara Zamana Yaad Aata – Lyrics
Koi Mausam Ho Dil Mein Hai Tumhari Yaad Ka Mausam
Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya – NFAK Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO