Table of Contents
Buhat Umeed Rakhna Aur Phir Be-Aas Hona Bhi
Urdu Sad Ghazal Shayari
Buhat umeed rakhna aur phir be-aas hona bhiBashar ko maar deta hai bohat hassas hona bhi بہت امید رکھنا اور پھر بے آس ہونا بھیبشر کو مار دیتا ہے بہت حساس ہونا بھی Suno ik kaan se aur doosre se phaink do bahirBohat takleef de hai sahib-e-ahsaas hona bhi سنو اک کان سے اور دوسرے سے پھینک دو باہربہت نقصان دہ ہے صاحب احساس ہونا بھی agarchay tum dikhawe ke liye hi sath ho mere
chalo, itna hi kaafi hai tumahra paas hona bhi اگرچہ تم دکھاوے کے لیے ہی ساتھ ہو میرےچلو ، اتنا ہی کافی ہے تمھارا پاس ہونا بھی Yuhin to abr-e-rehmat ki talab karta nahi koiZaroori hai muqadar me zara si payas hona bhi یونہی تو ابر رحمت کی طلب کرتا نہیں ہوں میںضروری ہے مقدر میں ذرا سی پیاس ہونا بھی kayi chehray latak jatay hain khoshion ki khabar sun kar
hamein to roop deta hai gamoon ka raas hona bhi کئی چہرے لٹک جاتے ہیں خوشیوں کی خبر سن کرہمیں تو روپ دیتا ہے غموں کا راس ہونا بھی Bohat se qalb ruk jate hain khushion ki khabar pa karHamainn to khoob jachta hai ghumon ka raas hona bhi جلے گی خود با خود سعدی دلوں میں پیار کی شمعیںغنیمت ہے اسے میرا ابھی احساس ہونا بھی Ujar Basti Ke Basio Ek Dosray Say Paray Na Rehna By Mohsin NaqviYeh Bichadna Tou Meri Jaan Bichadna Na Hua – Urdu ShayariAik Muddat Hui Tumko Dekha Nahi – NFAK LYRICSSUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!