Bicharay To Qurbatoon Ki Dua Bhi Na Kar Sake
Bicharay To Qurbatoon Ki Dua Bhi Na Kar Sake Ab Ke Tujhay Sapurd-e-Khuda Bhi Na Kar Sake بچھڑے تو قربتوں کی دعا بھی نہ کر سکےاب کے تجھے سپرد خدا بھی نہ کر سکے Taqseem Ho K reh gaye Sad Kirchiyoon mein Hum Naam-e-Wafa Ka Qarz Adaa Bhi Na Kar Sake تقسیم ہو کے ره گئے خود کرچیوں میں ہمنام وفا کا قرض ادا بھی نہ کر سکے Naazuk Mizaaj Log Thay Hum, Jaisy aaeina Tootay Kuch iss Tarah K Sadaa Bhi Na Kar Sake نازک مزاج لوگ تھے ہم جیسے آئینہٹوٹے کچھ اس طرح کہ صدا بھی نہ کر سکے Khush Bhi Na rakh sakay Tujhay Hum Apni Chah nein Achhi Tarah sy Tujh Ko Khafa Bhi Na Kar Sake خوش بھی نہ رکھ سکے تجھے ہم اپنی چاه میںاچھی طرح سے تجھ کو خفا بھی نہ کر سکے Hum Muntazirr Rahay Koi Mashk-e-Sitam To Ho Tum Maslehat Shanaas Jafa Bhi Na Kar Sake ہم منتظر رہے کوئی مشق ستم تو ہو
تم مصلحت شناس جفا بھی نا کر سک Teri Gali Mein Tamasha Kiye Zamana Hua – Urdu PoetryJo Dil Mein, Ankhon Ke Hawalay Nahi Karna – GhazalHum Ajj Bhi Hain Soch Mein Dobey Hue Mohsin – Mohsin Naqvi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO