Bichar Jayein gay Hum Lekin.. Urdu Sad Poetry
Bichar Jayein gay Hum Lekin
Hamari Yaad ke Jugnu
Tumhari Shab ke Daaman main,
Sitara Ban ke Chamkein gy
Tumhen Be-chain Rakhein gay
ﺑﭽﮭﮍ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ ﮨﻢ ﻟﯿﮑﻦ
ﮨﻤﺎﺭﯼ ﯾﺎﺩ ﮐﮯ ﺟﮕﻨﻮ, ﺗﻤﮩﺎﺭﯼ ﺷﺐ ﮐﮯ ﺩﺍﻣﻦ ﻣﯿﮟ
ﺳﺘﺎﺭﮦ ﺑﻦ ﮐﮯ ﭼﻤﮑﯿﮟ ﮔﮯ !!
ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺑﮯ ﭼﯿﻦ ﺭﮐﮭﯿﮟ ﮔﮯ
Bohat Masroof Rehne ke
Bahane Tum Bana o gay
Bohat Koshish Karo gay Tum
Ke Ab Mousam Jo Badlen Toh
Hamari Yaad Na Aaye
Magar Aisa nahi hoga
ﺑﮩﺖ ﻣﺼﺮﻭﻑ ﺭﮨﻨﮯ ﮐﮯ, ﺑﮩﺎﻧﮯ ﺗﻢ ﺑﻨﺎﺅ ﮔﮯ !!
ﺑﮩﺖ ﮐﻮﺷﺶ ﮐﺮﻭ ﮔﮯ ﺗﻢ
ﮐﮧ ﺍﺏ ﻣﻮﺳﻢ ﺟﻮ ﺑﺪﻟﯿﮟ ﺗﻮ, ﮨﻤﺎﺭﯼ ﯾﺎﺩ ﻧﮧ ﺁﮰ !!
ﻣﮕﺮ
ﺍﯾﺴﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﮔا
Kahein Jo Sard Mousam main
December ki Hawan main
Tumhare Dil Goshon main
Jami hain Barf ki Tarhan
Woh Yaadain Kaise Piglain gi
ﮐﮩﯿﮟ ﺟﻮ ﺳﺮﺩ ﻣﻮﺳﻢ ﻣﯿﮟ
ﺩﺳﻤﺒﺮ ﮐﯽ ﮨﻮﺍﺅﮞ ﻣﯿﮟ
ﺗﻤﮭﺎﺭﮮ ﺩﻝ ﮐﮯ ﮔﻮﺷﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﺟﻤﯽ ﮨﯿﮟ ﺑﺮﻑ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ
ﻭﮦ ﯾﺎﺩﯾﮟ ﮐﯿﺴﮯ ﭘﮕﮭﻠﯿﮟ ﮔﯽ
Kabhi Garmi ki Tapti Surkh Gharion main
Mere Maazi ko Socho gay
Toh Aankhain Bheeg Jayen gi
Ghari Peechay ko Dooray gi
Kayi Saalon ki Gumgashta
Hamari Yaad Aaye gi
Bichar Jao Magar Sun lo
Hamare Beach Aisi Koi toh Baat hui hogi
Jisay Tum Yaad Rakho gay
Humen Tum Yaad Rakho gay
ﮐﺒﮭﯽ ﮔﺮﻣﯽ ﮐﯽ ﺗﭙﺘﯽ ﺳﺮﺥ ﮔﮭﮍﯾﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﻣﯿﺮﮮ ﻣﺎﺿﯽ ﮐﻮ ﺳﻮﭼﻮ ﮔﮯ
ﺗﻮ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺑﮭﯿﮓ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﯽ !!!
ﮔﮭﮍﯼ ﭘﯿﭽﮭﮯ ﮐﻮ ﺩﻭﮌﮮ ﮔﯽ !!
ﮐﺌﯽ ﺳﺎﻟﻮﮞ ﮐﯽ ﮔﻢ ﮔﺸﺘﮧ, ﮨﻤﺎﺭﯼ ﯾﺎﺩ ﺁﮰ ﮔﯽ !!
ﺑﭽﮭﮍ ﺟﺎﺅ !! ﻣﮕﺮ ﺳﻦ ﻟﻮ
ﮨﻤﺎﺭﮮ ﺩﺭﻣﯿﺎﻥ, ﺍﯾﺴﯽ ﮐﻮﺋﯽ ﺗﻮ ﺑﺎﺕ ﺑﮭﯽ ﮨﻮﮔﯽ
ﺟﺴﮯ ﺗﻢ ﯾﺎﺩ ﺭﮐﮭﻮ ﮔﮯ