
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna
Mohsin Naqvi Poetry
Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna
Acha Lagta Hai Isi Dhun Mein Bikhartay Rehna
بھول جانا بھی اسے یاد بھی کرتے رہنا
اچھا لگتا ہے اسی دھن میں بکھرتے رہنا
hijar walon Se Bari Dair Se Sikha Humne
Zinda Rehnay Ke Liye Jan Se Guzartay Rehna
ہجر والوں سے بڑی دیر میں سیکھا ہم نے
زندہ رہنے کے لئے جاں سے گزرتے رہنا
Kya Kahun Kyun Mere Neendon Me Khalal Dalta Hai
Chand Ke Akas Ka Pani Mein Utartay Rehna
کیا کہوں کیوں مری نیندوں میں خلل گھولتا ہے
چاند کے عکس کا پانی میں اترتے رہنا
Main Agar Toot Bhi Jaon Toh Phir Aaina hoon
Tum Mere Baad Bhi har Roz Sanwartay Rehna
میں اگر ٹوٹ بھی جاؤں تو پھر آئینہ ہوں
تم میرے بعد بہر طور سنورتے رہنا
Shaam Ko Doobtay Suraj Ki Hai Aadat
Subha Hotay Hi Mere Sath Ubhartay Rehna
شام کو ڈوبتے سورج کی ہے عادت محسن
صبح ہوتے ہی میرے ساتھہ ابھرتے رہنا Dhanak Dhanak Meri Poron Ke Khawab Kar DegaPhiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba – NFAK LyricsChaand Maddham Hai Aasmaan Chup Hai – Sahir LudhianviJo Sun Kar Lagi Zer-e-Lab Muskurane – Urdu Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO