![Bheegi Hui Aankhon Ka Ye Manzar Na Milega - Bashir Badr Poetry](https://urdunama.info/wp-content/uploads/2021/07/Untitled-13-1.jpg)
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Bheegi Hui Aankhon Ka Ye Manzar Na Milega
Bashir Badr Poetry
Bheegi hui aankhon ka ye manzar na milega
Ghar chord ke mat jao kahin ghar na milega
بھیگی ہوئی آنکھوں کا یہ منظر نہ ملے گا
گھر چھوڑ کے مت جاؤ کہیں گھر نہ ملے گا
Phir yaad bahut ayegi zulfon ki ghani shaam
Jab dhoop mein saya koi sar par na milega
پھر یاد بہت آئے گی زلفوں کی گھنی شام
جب دھوپ میں سایہ کوئی سر پر نہ ملے گا
Aansu ko kabhi os ka qatra na samjhna
Aisa tumhen chahat ka samandar na milega
آنسو کو کبھی اوس کا قطر ہ نہ سمجھنا
ایساتمہیں چاہت کا سمندر نہ ملے گا
Is khwab ke maahol mein bekhwab hein aankhen
Jab neend bahut ayegi bistar na milega
اس خواب کے ماحول میں بے خواب ہیں آنکھیں
جب نیندبہت آئے گی بستر نہ ملے گا
Ye soch lo ab akhari saya hai mohabbat
Is dar se uthoge to koi dar na milega
یہ سوچ لواب آخری سایہ ہے محبت
اس در سے اٹھو گے تو کوئی در نہ ملے گا
Dil Bhi Bujha Ho Shaam Ki Parchaiyaan Bhi Hun – Ahmad Faraz
Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna – Mohsin Naqvi
Ojhal Sahi Nigah Se Dooba Nahi Hoon Main – Poetry
Humare Bus Mein Hota Tou – Love / Romantic Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO